📖 Surah 110 An-Nasr Roman
Arabic Roman Meaning Audio بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ وَرَأَيْتَ النَّاسَ يَدْخُلُونَ فِي دِينِ اللَّهِ أَفْوَاجًا فَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ وَاسْتَغْفِرْهُ ۚ إِنَّهُ كَانَ تَوَّابًا Bismillaahir Rahmaanir Raheem Iza jaaa'a nasrul-laahi walfath Wa ra-aitan naasa yadkhuloona fee deenil laahi afwajaa Fasabbih bihamdi rabbika wastaghfirh, innahoo kaana tawwaaba Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai. 1. Jab Allah ki madad aa jaaye aur fatah naseeb ho jaaye. 2. Aur (aey Nabi) tum dekhlo ke log fauj dar fauj Allah ke deen mein daakhil ho rahe hain. 3. To apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo aur us se magfirat ki duaa maango. Beshak woh bada tauba qabool karne wala hai. 1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ 2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ 3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ