📖 Surah 110 An-Nasr Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ

  2. وَرَأَيْتَ النَّاسَ يَدْخُلُونَ فِي دِينِ اللَّهِ أَفْوَاجًا

  3. فَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ وَاسْتَغْفِرْهُ ۚ إِنَّهُ كَانَ تَوَّابًا

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Iza jaaa'a nasrul-laahi walfath

  2. Wa ra-aitan naasa yadkhuloona fee deenil laahi afwajaa

  3. Fasabbih bihamdi rabbika wastaghfirh, innahoo kaana tawwaaba

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Jab Allah ki madad aa jaaye aur fatah naseeb ho jaaye.

2. Aur (aey Nabi) tum dekhlo ke log fauj dar fauj Allah ke deen mein daakhil ho rahe hain.

3. To apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo aur us se magfirat ki duaa maango. Beshak woh bada tauba qabool karne wala hai.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments