📖 Surah 100 Al-Adiyat Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. وَالْعَادِيَاتِ ضَبْحًا

  2. فَالْمُورِيَاتِ قَدْحًا

  3. فَالْمُغِيرَاتِ صُبْحًا

  4. فَأَثَرْنَ بِهِ نَقْعًا

  5. فَوَسَطْنَ بِهِ جَمْعًا

  6. إِنَّ الْإِنْسَانَ لِرَبِّهِ لَكَنُودٌ

  7. وَإِنَّهُ عَلَىٰ ذَٰلِكَ لَشَهِيدٌ

  8. وَإِنَّهُ لِحُبِّ الْخَيْرِ لَشَدِيدٌ

  9. أَفَلَا يَعْلَمُ إِذَا بُعْثِرَ مَا فِي الْقُبُورِ

  10. وَحُصِّلَ مَا فِي الصُّدُورِ

  11. إِنَّ رَبَّهُمْ بِهِمْ يَوْمَئِذٍ لَخَبِيرٌ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Wal'aadi yaati dabha

  2. Fal moori yaati qadha

  3. Fal mugheeraati subha

  4. Fa atharna bihee naq'a

  5. Fawa satna bihee jam'a

  6. Innal-insana lirabbihee lakanood

  7. Wa innahu 'alaa zaalika la shaheed

  8. Wa innahu lihubbil khairi la shadeed

  9. Afala ya'lamu iza b'uthira ma filquboor

  10. Wa hussila maa fis sudoor

  11. Inna rabbahum bihim yauma 'izil lakhabeer

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Qasam hai un (ghodon) ki jo phunkare (snorting) maarte huey dhaudte hain.

2. Phir (apne tapon se) chingariyan jhaadte hain.

3. Phir subah sawere chapa maarte hain.

4. Phir is mauke par gard o gubaar udatey hain.

5. Phir isi haalat mein kisi majmey ke andar jaa ghustey hai.

6. Haqeeqat yeh hai ke Insan apne Rubb ka bada nashukra hai.

7. Aur woh khud ispar gawah hai.

8. Aur woh maal-o-daulat ki muhabbat mein buri tarah mubtala hai.

9. To kya woh us waqt ko nahin jaanta jab qabron mein jo kuch (madfun) hai usey nikal liya jayega.

10. Aur seeno mein jo kuch (makhfi) hai usey baramad karke uski jaanch padtaal ki jayegi?

11. Yaqeenan unka Rubb us roz unse khoob bakhabar hoga.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments