📖 Surah 99 Az-Zalzalah Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. إِذَا زُلْزِلَتِ الْأَرْضُ زِلْزَالَهَا

  2. وَأَخْرَجَتِ الْأَرْضُ أَثْقَالَهَا

  3. وَقَالَ الْإِنْسَانُ مَا لَهَا

  4. يَوْمَئِذٍ تُحَدِّثُ أَخْبَارَهَا

  5. بِأَنَّ رَبَّكَ أَوْحَىٰ لَهَا

  6. يَوْمَئِذٍ يَصْدُرُ النَّاسُ أَشْتَاتًا لِيُرَوْا أَعْمَالَهُمْ

  7. فَمَنْ يَعْمَلْ مِثْقَالَ ذَرَّةٍ خَيْرًا يَرَهُ

  8. وَمَنْ يَعْمَلْ مِثْقَالَ ذَرَّةٍ شَرًّا يَرَهُ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Izaa zul zilatil ardu zil zaalaha

  2. Wa akh rajatil ardu athqaalaha

  3. Wa qaalal insaanu ma laha

  4. Yawmaa izin tuhaddithu akhbaaraha

  5. Bi-anna rabbaka awhaa laha

  6. Yawma iziny yas durun naasu ash tatal liyuraw a'maalahum

  7. Famaiy ya'mal mithqala zarratin khai raiy-yarah

  8. Wa maiy-y'amal mithqala zarratin sharraiy-yarah

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Jab zameen apni poori shiddat ke saath hila daali jayegi.

2. Aur zameen apne andar ke saare boojh nikal kar bahar daal degi.

3. Aur Insan kahega ke yeh isko kya ho raha hai.

4. Us roz woh apne (upar guzre huey) halaat bayan karegi.

5. Kyunke tere Rubb ne usey (aisa karne ka) hukm diya hoga.

6. Us roz log mutafarrik haalat mein paltenge taa-ke unke aamal unko dikhaye jayein.

7. Phir jisne zarra barabar neki ki hogi woh usko dekh lega.

8. Aur jisne zarra barabar badhi (evil) ki hogi woh usko dekh lega.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments