📖 Surah 103 Al-'Asr Roman
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- وَالْعَصْرِ
- إِنَّ الْإِنْسَانَ لَفِي خُسْرٍ
- إِلَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّـٰلِحَـٰتِ وَتَوَاصَوْا۟ بِٱلْحَقِّ وَتَوَاصَوْا۟ بِٱلصَّبْرِ
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Wal 'asr
- Innal insaana lafee khusr
- Illal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati wa tawaasaw bilhaqqi wa tawaasaw bissabr
Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
1. Zamane ki qasam.2. Insan dar haqeeqat badey khasare (nuksaan) mein hai.
3. Siwaye un logon ke jo iman laye aur neik aamal karte rahe aur ek dusre ko haqq ki naseehat aur sabr ki talqeen karte rahe.
Comments
Post a Comment