📖 Surah 96 Al-Alaq Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. اقْرَأْ بِاسْمِ رَبِّكَ الَّذِي خَلَقَ

  2. خَلَقَ الْإِنْسَانَ مِنْ عَلَقٍ

  3. اقْرَأْ وَرَبُّكَ الْأَكْرَمُ

  4. الَّذِي عَلَّمَ بِالْقَلَمِ

  5. عَلَّمَ الْإِنْسَانَ مَا لَمْ يَعْلَمْ

  6. كَلَّا إِنَّ الْإِنْسَانَ لَيَطْغَىٰ

  7. أَنْ رَآهُ اسْتَغْنَىٰ

  8. إِنَّ إِلَىٰ رَبِّكَ الرُّجْعَىٰ

  9. أَرَأَيْتَ الَّذِي يَنْهَىٰ

  10. عَبْدًا إِذَا صَلَّىٰ

  11. أَرَأَيْتَ إِنْ كَانَ عَلَى الْهُدَىٰ

  12. أَوْ أَمَرَ بِالتَّقْوَىٰ

  13. أَرَأَيْتَ إِنْ كَذَّبَ وَتَوَلَّىٰ

  14. أَلَمْ يَعْلَمْ بِأَنَّ اللَّهَ يَرَىٰ

  15. كَلَّا لَئِنْ لَمْ يَنْتَهِ لَنَسْفَعًا بِالنَّاصِيَةِ

  16. نَاصِيَةٍ كَاذِبَةٍ خَاطِئَةٍ

  17. فَلْيَدْعُ نَادِيَهُ

  18. سَنَدْعُ الزَّبَانِيَةَ

  19. كَلَّا لَا تُطِعْهُ وَاسْجُدْ وَاقْتَرِبْ ۩

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Iqra bismi rab bikal lazee khalaq

  2. Khalaqal insaana min 'alaq

  3. Iqra wa rab bukal akram

  4. Al lazee 'allama bil qalam

  5. 'Al lamal insaana ma lam y'alam

  6. Kallaa innal insaana layatghaa

  7. Ar-ra aahus taghnaa

  8. Innna ilaa rabbikar ruj'aa

  9. Ara-aital lazee yanhaa

  10. 'Abdan iza sallaa

  11. Ara-aita in kana 'alal hudaa

  12. Au amara bit taqwaa

  13. Ara-aita in kaz zaba wa ta walla

  14. Alam y'alam bi-an nal lahaa yaraa

  15. Kalla la illam yantahi la nasfa'am bin nasiyah

  16. Nasiyatin kazi batin khaatiah

  17. Fal yad'u naadiyah

  18. Sanad 'uz zabaaniyah

  19. Kalla; la tuti'hu wasjud waqtarib (make sajda)

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Padho (Aey Nabi) apne Rubb ke naam ke saath Jisne paida kiya.

2. Jamey huey khoon ke ek lothdey se Insan ki takhleeq ki.

3. Padho aur tumhara Rubb bada kareem hai.

4. jisne qalam ke zariya se ilm sikhaya.

5. Insan ko woh ilm diya jise woh na jaanta tha.

6. Hargiz nahin, Insan sarkahshi karta hai.

7. Is bina par ke woh apne aap ko be niyaz (self-sufficient) dekhta hai.

8. (Halaanke) palatna yaqeenan tere Rubb hi ki taraf hai.

9. Tumne dekha us shaks ko,

10. Jo ek banday ko mana karta hai jabke woh namaz padhta ho?

11. Tumhara kya khayal hai agar (woh banda) raah e raast par ho?

12. ya parheizgari ki talqeen karta ho?

13. Tumhara kya khayal hai agar (yeh mana karne wala shakhs haqq ko) jhutlata aur mooh moadta ho?

14. Kya woh nahin jaanta ke Allah dekh raha hai?

15. Hargiz nahin agar woh baaz na aaya to hum uski peshani ke baal pakad kar usey kheenchein ge.

16. Us peshani ko jo jhooti aur sakth khatakaar hai.

17. Woh bulaley apne haamiyon ki toli ko.

18. Hum bhi azaab ke farishton ko bula lenge.

19. Hargiz nahin, uski baat na maano aur sajda karo aur (apne Rubb ka) qurb haasil karo.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments