📖 Surah 95 At-Tin Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. وَالتِّينِ وَالزَّيْتُونِ

  2. وَطُورِ سِينِينَ

  3. وَهَٰذَا الْبَلَدِ الْأَمِينِ

  4. لَقَدْ خَلَقْنَا الْإِنْسَانَ فِي أَحْسَنِ تَقْوِيمٍ

  5. ثُمَّ رَدَدْنَاهُ أَسْفَلَ سَافِلِينَ

  6. إِلَّا الَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ فَلَهُمْ أَجْرٌ غَيْرُ مَمْنُونٍ

  7. فَمَا يُكَذِّبُكَ بَعْدُ بِالدِّينِ

  8. أَلَيْسَ اللَّهُ بِأَحْكَمِ الْحَاكِمِينَ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Wat teeni waz zaitoon

  2. Wa toori sineen

  3. Wa haazal balad-il ameen

  4. Laqad khalaqnal insaana fee ahsani taqweem

  5. Thumma ra dad naahu asfala saafileen

  6. Ill-lal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati; falahum ajrun ghairu mamnoon

  7. Fama yu kaz zibuka b'adu bid deen

  8. Alai sal laahu bi-ahkamil haakimeen

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Qasam hai Injir (fig) ki aur Zaitun ki.

2. Aur Tur-e-sina (Mount Sinai).

3. Aur is pur-aman shehar (Makkah) ki,

4. Humne Insan ko behtareen saakht par paida kiya

5. Phir usey ulta pher kar humne sab neechon se neech kardiya.

6. Siwaye un logon ke jo iman laye aur neik amal karte rahe ke unke liye kabhi khatam na hone wala ajar hai.

7. Pas (aey Nabi) iske baad kaun jaza o saza ke maamle mein tumko jhutla sakta hai?

8. Kya Allah sab haakimon (judges) se bada haakim nahin hai?

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments