📖 Surah 94 Al-Inshirah Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. أَلَمْ نَشْرَحْ لَكَ صَدْرَكَ

  2. وَوَضَعْنَا عَنْكَ وِزْرَكَ

  3. الَّذِي أَنْقَضَ ظَهْرَكَ

  4. وَرَفَعْنَا لَكَ ذِكْرَكَ

  5. فَإِنَّ مَعَ الْعُسْرِ يُسْرًا

  6. إِنَّ مَعَ الْعُسْرِ يُسْرًا

  7. فَإِذَا فَرَغْتَ فَانْصَبْ

  8. وَإِلَىٰ رَبِّكَ فَٱرْغَب

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Alam nashrah laka sadrak

  2. Wa wa d'ana 'anka wizrak

  3. Allazee anqada zahrak

  4. Wa raf 'ana laka zikrak

  5. Fa inna ma'al usri yusra

  6. Inna ma'al 'usri yusra

  7. Fa iza faragh ta fansab

  8. Wa ilaa rabbika far ghab

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. (Aey Nabi) kya humne tumhara seena tumhare liye khol nahin diya?

2. Aur tumpar se woh bhaari boojh utaar diya,

3. Jo tumhari qamar todhe daal raha tha.

4. Aur tumhare khatir tumhare zikr ka awazah buland kardiya (raised high the esteem).

5. Pas haqeeqat yeh hai ke tangi ke saat farakhi (relief) bhi hai.

6. Beshak tangi ke saath farakhi bhi hai.

7. Lihaza jab tum faarig ho to Ibadat ki mushaqqat mein lag jao.

8. Aur apne Rubb ki taraf raagib ho.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments