📖 Surah 107 Al-Ma'un Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. أَرَأَيْتَ الَّذِي يُكَذِّبُ بِالدِّينِ

  2. فَذَٰلِكَ الَّذِي يَدُعُّ الْيَتِيمَ

  3. وَلَا يَحُضُّ عَلَىٰ طَعَامِ الْمِسْكِينِ

  4. فَوَيْلٌۭ لِّلْمُصَلِّينَ

  5. الَّذِينَ هُمْ عَنْ صَلَاتِهِمْ سَاهُونَ

  6. الَّذِينَ هُمْ يُرَاءُونَ

  7. وَيَمْنَعُونَ الْمَاعُونَ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Ara 'aytal lazee yukazzibu biddeen

  2. Fazaalikal lazee yadu'ul-yateem

  3. Wa la yahuddu 'alaa ta'aamil miskeen

  4. Fa wailul-lil musalleen

  5. Allazeena hum 'an salaatihim saahoon

  6. Allazeena hum yuraaa'oon

  7. Wa yamna'oonal maa'oon

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Tumne dekha us shaks ko jo aakhirat ki jaza o saza ko jhutlata hai?

2. Wahi to hai jo yateem ko dhakkay deta hai.

3. Aur miskeen ka khana dene par nahin uksata.

4. Phir tabahi hai un namaz padhne walon ke liye

5. Jo apni namaz se gaflat barat-te hain.

6. Jo riya kari (dikhawa) karte hain.

7. Aur mamuli zarurat ki cheezein (logon ko) dene se gurez karte hai.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments