📖 Surah 93 Ad-Duha Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. وَالضُّحَىٰ

  2. وَاللَّيْلِ إِذَا سَجَىٰ

  3. مَا وَدَّعَكَ رَبُّكَ وَمَا قَلَىٰ

  4. وَلَلْآخِرَةُ خَيْرٌ لَكَ مِنَ الْأُولَىٰ

  5. وَلَسَوْفَ يُعْطِيكَ رَبُّكَ فَتَرْضَىٰ

  6. أَلَمْ يَجِدْكَ يَتِيمًا فَآوَىٰ

  7. وَوَجَدَكَ ضَالًّا فَهَدَىٰ

  8. وَوَجَدَكَ عَائِلًا فَأَغْنَىٰ

  9. فَأَمَّا الْيَتِيمَ فَلَا تَقْهَرْ

  10. وَأَمَّا السَّائِلَ فَلَا تَنْهَرْ

  11. وَأَمَّا بِنِعْمَةِ رَبِّكَ فَحَدِّثْ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Wad duhaa

  2. Wal laili iza sajaa

  3. Ma wad da'aka rabbuka wa ma qalaa

  4. Walal-aakhiratu khairul laka minal-oola

  5. Wa la sawfa y'uteeka rabbuka fatarda

  6. Alam ya jidka yateeman fa aawaa

  7. Wa wa jadaka daal lan fahada

  8. Wa wa jadaka 'aa-ilan fa aghnaa

  9. Fa am mal yateema fala taqhar

  10. Wa am mas saa-ila fala tanhar

  11. Wa amma bi ni'mati rabbika fahad dith

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Qasam hai roz-e-roshan ki.

2. Aur raat ki jabke woh sukoon ke saath taari ho jaaye.

3. (Aey Nabi) tumhare Rubb ne tumko hargiz nahin chodha aur na woh naraaz hua.

4. Aur yaqeenan tumhare liya baad ka daur pehle daur se behtar hai.

5. Aur anqareeb tumhara Rubb tumko itna dega ke tum khush ho jaaoge.

6. Kya usne tumko yateem nahin paya aur phir thikana faraham kiya?

7. Aur tumhey nawaqif-e-raah paya aur phir hidayat bakshi.

8. Aur tumhein nadaar (tangdast) paya aur phir maaldar kardiya.

9. Lihaza yateem par sakhti na karo,

10. Aur saayil (maangne wale) ko na jhidko

11. Aur apne Rubb ki niyamat ka izhar karo.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments