📖 Surah 90 Al-Balad Roman
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- لَا أُقْسِمُ بِهَٰذَا الْبَلَدِ
- وَأَنْتَ حِلٌّ بِهَٰذَا الْبَلَدِ
- وَوَالِدٍ وَمَا وَلَدَ
- لَقَدْ خَلَقْنَا الْإِنْسَانَ فِي كَبَدٍ
- أَيَحْسَبُ أَنْ لَنْ يَقْدِرَ عَلَيْهِ أَحَدٌ
- يَقُولُ أَهْلَكْتُ مَالًا لُبَدًا
- أَيَحْسَبُ أَنْ لَمْ يَرَهُ أَحَدٌ
- أَلَمْ نَجْعَلْ لَهُ عَيْنَيْنِ
- وَلِسَانًا وَشَفَتَيْنِ
- وَهَدَيْنَاهُ النَّجْدَيْنِ
- فَلَا اقْتَحَمَ الْعَقَبَةَ
- وَمَا أَدْرَاكَ مَا الْعَقَبَةُ
- فَكُّ رَقَبَةٍ
- أَوْ إِطْعَامٌ فِي يَوْمٍ ذِي مَسْغَبَةٍ
- يَتِيمًا ذَا مَقْرَبَةٍ
- أَوْ مِسْكِينًا ذَا مَتْرَبَةٍ
- ثُمَّ كَانَ مِنَ الَّذِينَ آمَنُوا وَتَوَاصَوْا بِالصَّبْرِ وَتَوَاصَوْا بِالْمَرْحَمَةِ
- أُولَٰئِكَ أَصْحَابُ الْمَيْمَنَةِ
- وَالَّذِينَ كَفَرُوا بِآيَاتِنَا هُمْ أَصْحَابُ الْمَشْأَمَةِ
- عَلَيْهِمْ نَارٌ مُؤْصَدَةٌ
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Laaa uqsimu bihaazal balad
- Wa anta hillum bihaazal balad
- Wa waalidinw wa maa walad
- Laqad khalaqnal insaana fee kabad
- Ayahsabu al-lai yaqdira 'alaihi ahad
- Yaqoolu ahlaktu maalal lubadaa
- Ayahsabu al lam yarahooo ahad
- Alam naj'al lahoo 'aynayn
- Wa lisaananw wa shafatayn
- Wa hadaynaahun najdayn
- Falaq tahamal-'aqabah
- Wa maaa adraaka mal'aqabah
- Fakku raqabah
- Aw it'aamun fee yawmin zee masghabah
- Yateeman zaa maqrabah
- Aw miskeenan zaa matrabah
- Summa kaana minal lazeena aamanoo wa tawaasaw bissabri wa tawaasaw bilmarhamah
- Ulaaa'ika As-haabul maimanah
- Wallazeena kafaroo bi aayaatinaa hum as-haabul Mash'amah
- Alaihim naarum mu'sadah
Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
1. Nahin - main qasam khata hoon is shehar ki,2. Aur haal yeh hai ke (Aey Nabi) is shehar mein tumko halal karliya gaya hai,
3. Aur qasam khata hoon baap (Adam) ki aur us aulad ki jo us se paida hui,
4. Dar haqeeqat humne Insan ko mushaqqat mein paida kiya hai.
5. Kya usne yeh samajh rakhha hai ke uspar koi qaabu na paa sakega?
6. Kehta hai ke maine dhairon maal udaa diya.
7. Kya woh samajhta hai ke kisi ne usko nahin dekha?
8. Kya humne usey do aankhein,
9. Aur ek zubaan aur do honth nahin diye?
10. Aur dono numayan raaste usey (nahin) dikha diye?
11. Magar usne dushwar guzar ghaati (steep) se guzarne ki himmat na ki.
12. Aur tum kya jaano ke kya hai woh dushwar guzar ghaati?
13. Kisi gardan ko ghulami se chudana.
14. Ya faake (bhook) ke din,
15. kisi kareebi yateem,
16. Ya khaak nasheen miskeen ko khana khilana.
17. Phir (iske saath yeh ke) aadmi un logon mein shamil ho jo iman laye aur jinhon ne ek dusre ko sabr aur (khalq-e-khuda par) reham ki talqeen ki.
18. Yeh log hain dayein baazu (right hand) wale.
19. Aur jinhon ne hamari aayaat ko mannne se inkar kiya woh bayen bazu (left hand) wale hain.
20. Un par aag chaayi hui hogi.
Comments
Post a Comment