📖 Surah 86 At-Tariq Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. وَالسَّمَاءِ وَالطَّارِقِ

  2. وَمَا أَدْرَاكَ مَا الطَّارِقُ

  3. النَّجْمُ الثَّاقِبُ

  4. إِنْ كُلُّ نَفْسٍ لَمَّا عَلَيْهَا حَافِظٌ

  5. فَلْيَنْظُرِ الْإِنْسَانُ مِمَّ خُلِقَ

  6. خُلِقَ مِنْ مَاءٍ دَافِقٍ

  7. يَخْرُجُ مِنْ بَيْنِ الصُّلْبِ وَالتَّرَائِبِ

  8. إِنَّهُ عَلَىٰ رَجْعِهِ لَقَادِرٌ

  9. يَوْمَ تُبْلَى السَّرَائِرُ

  10. فَمَا لَهُ مِنْ قُوَّةٍ وَلَا نَاصِرٍ

  11. وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الرَّجْعِ

  12. وَالْأَرْضِ ذَاتِ الصَّدْعِ

  13. إِنَّهُ لَقَوْلٌ فَصْلٌ

  14. وَمَا هُوَ بِالْهَزْلِ

  15. إِنَّهُمْ يَكِيدُونَ كَيْدًا

  16. وَأَكِيدُ كَيْدًا

  17. فَمَهِّلِ الْكَافِرِينَ أَمْهِلْهُمْ رُوَيْدًا

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Wassamaaa'i wattaariq

  2. Wa maaa adraaka mattaariq

  3. Annajmus saaqib

  4. In kullu nafsil lammaa 'alaihaa haafiz

  5. Fal yanzuril insaanu mimma khuliq

  6. Khuliqa mim maaa'in daafiq

  7. Yakhruju mim bainissulbi wat taraaa'ib

  8. Innahoo 'alaa raj'ihee laqaadir

  9. Yawma tublas saraaa'ir

  10. Famaa lahoo min quwwatinw wa laa naasir

  11. Wassamaaa'i zaatir raj'

  12. Wal ardi zaatis sad'

  13. Innahoo laqawlun fasl

  14. Wa maa huwa bil hazl

  15. Innahum yakeedoona kaidaa

  16. Wa akeedu kaidaa

  17. Famahhilil kaafireena amhilhum ruwaidaa

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Qasam hai asmaan ki aur raat ko namudaar hone wale ki.

2. Aur tum kya jaano ke woh raat ko namudaar hone wala kya hai?

3. Chamakta hua taara,

4. Koi jaan aisi nahin hai jiske upar koi nigehbaan na ho.

5. Phir zara Insan yahi dekh le ke woh kis cheez se paida kiya gaya hai.

6. Ek uchalne wale pani se paida kiya gaya hai.

7.Jo peeth aur seene ki haddiyon ke darmiyan se nikalta hai.

8. Yaqeenan woh (khaliq) usey dobara paida karne par qaadir hai.

9. Jis roz posheeda asraar ki jaanch padtaal hogi,

10. Us waqt Insan ke paas na khud apna koi zoar hoga aur na koi uski madad karne wala hoga.

11. Qasam hai baarish barsane wale aasmaan ki,

12. Aur (nabataat ugte waqt) phatt jaane wali zameen ki

13. Yeh ek jachi-tuli baat hai,

14. Hasi mazaaq nahin hai.

15. Yeh log kuch chalein chal rahe hain.

16. Aur main bhi ek chaal chal raha hoon.

17. Pas chodh do aey Nabi, in kafiron ko ek zara ki zara inke haal par chod do.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments