📖 Surah 79 An-Naziat Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. وَالنَّازِعَاتِ غَرْقًا

  2. وَالنَّاشِطَاتِ نَشْطًا

  3. وَالسَّابِحَاتِ سَبْحًا

  4. فَالسَّابِقَاتِ سَبْقًا

  5. فَالْمُدَبِّرَاتِ أَمْرًا

  6. يَوْمَ تَرْجُفُ الرَّاجِفَةُ

  7. تَتْبَعُهَا الرَّادِفَةُ

  8. قُلُوبٌ يَوْمَئِذٍ وَاجِفَةٌ

  9. أَبْصَارُهَا خَاشِعَةٌ

  10. يَقُولُونَ أَإِنَّا لَمَرْدُودُونَ فِي الْحَافِرَةِ

  11. أَإِذَا كُنَّا عِظَامًا نَخِرَةً

  12. قَالُوا تِلْكَ إِذًا كَرَّةٌ خَاسِرَةٌ

  13. فَإِنَّمَا هِيَ زَجْرَةٌ وَاحِدَةٌ

  14. فَإِذَا هُمْ بِالسَّاهِرَةِ

  15. هَلْ أَتَاكَ حَدِيثُ مُوسَىٰ

  16. إِذْ نَادَاهُ رَبُّهُ بِالْوَادِ الْمُقَدَّسِ طُوًى

  17. اذْهَبْ إِلَىٰ فِرْعَوْنَ إِنَّهُ طَغَىٰ

  18. فَقُلْ هَلْ لَكَ إِلَىٰ أَنْ تَزَكَّىٰ

  19. وَأَهْدِيَكَ إِلَىٰ رَبِّكَ فَتَخْشَىٰ

  20. فَأَرَاهُ الْآيَةَ الْكُبْرَىٰ

  21. فَكَذَّبَ وَعَصَىٰ

  22. ثُمَّ أَدْبَرَ يَسْعَىٰ

  23. فَحَشَرَ فَنَادَىٰ

  24. فَقَالَ أَنَا رَبُّكُمُ الْأَعْلَىٰ

  25. فَأَخَذَهُ اللَّهُ نَكَالَ الْآخِرَةِ وَالْأُولَىٰ

  26. إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَعِبْرَةً لِمَنْ يَخْشَىٰ

  27. أَأَنْتُمْ أَشَدُّ خَلْقًا أَمِ السَّمَاءُ ۚ بَنَاهَا

  28. رَفَعَ سَمْكَهَا فَسَوَّاهَا

  29. وَأَغْطَشَ لَيْلَهَا وَأَخْرَجَ ضُحَاهَا

  30. وَالْأَرْضَ بَعْدَ ذَٰلِكَ دَحَاهَا

  31. أَخْرَجَ مِنْهَا مَاءَهَا وَمَرْعَاهَا

  32. وَالْجِبَالَ أَرْسَاهَا

  33. مَتَاعًا لَكُمْ وَلِأَنْعَامِكُمْ

  34. فَإِذَا جَاءَتِ الطَّامَّةُ الْكُبْرَىٰ

  35. يَوْمَ يَتَذَكَّرُ الْإِنْسَانُ مَا سَعَىٰ

  36. وَبُرِّزَتِ الْجَحِيمُ لِمَنْ يَرَىٰ

  37. فَأَمَّا مَنْ طَغَىٰ

  38. وَآثَرَ الْحَيَاةَ الدُّنْيَا

  39. فَإِنَّ الْجَحِيمَ هِيَ الْمَأْوَىٰ

  40. وَأَمَّا مَنْ خَافَ مَقَامَ رَبِّهِ وَنَهَى النَّفْسَ عَنِ الْهَوَىٰ

  41. فَإِنَّ الْجَنَّةَ هِيَ الْمَأْوَىٰ

  42. يَسْأَلُونَكَ عَنِ السَّاعَةِ أَيَّانَ مُرْسَاهَا

  43. فِيمَ أَنْتَ مِنْ ذِكْرَاهَا

  44. إِلَىٰ رَبِّكَ مُنْتَهَاهَا

  45. إِنَّمَا أَنْتَ مُنْذِرُ مَنْ يَخْشَاهَا

  46. كَأَنَّهُمْ يَوْمَ يَرَوْنَهَا لَمْ يَلْبَثُوا إِلَّا عَشِيَّةً أَوْ ضُحَاهَا

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Wan naazi 'aati gharqa

  2. Wan naa shi taati nashta

  3. Wass saabi-haati sabha

  4. Fass saabi qaati sabqa

  5. Fal mu dab-bi raati amra

  6. Yawma tarjufur raajifa

  7. Tatba'u har raadifa

  8. Quloobuny-yau maaiziw-waaji-fa

  9. Absaa ruhaa khashi'ah

  10. Ya qoo loona a-inna lamar doo doona fil haafirah

  11. Aizaa kunna 'izaa man-nakhirah

  12. Qaalu tilka izan karratun khaasirah.

  13. Fa inna ma hiya zajratuw-waahida

  14. Faizaa hum biss saahirah

  15. Hal ataaka hadeethu Musaa

  16. Iz nadaahu rabbuhu bil waadil-muqad dasi tuwa

  17. Izhab ilaa fir'auna innahu taghaa.

  18. Faqul hal laka ilaa-an tazakka.

  19. Wa ahdi yaka ila rabbika fatakh sha

  20. Fa araahul-aayatal kubra.

  21. Fa kazzaba wa asaa.

  22. Thumma adbara yas'aa.

  23. Fa hashara fanada.

  24. Faqala ana rabbu kumul-a'laa.

  25. Fa-akha zahul laahu nakalal aakhirati wal-oola.

  26. Inna fee zaalika la'ibratal limaiy-yaksha

  27. A-antum a shaddu khalqan amis samaa-u banaaha.

  28. Raf'a sam kaha fasaw waaha

  29. Wa aghtasha lailaha wa akhraja duhaaha.

  30. Wal arda b'ada zaalika dahaaha.

  31. Akhraja minha maa-aha wa mar 'aaha.

  32. Wal jibala arsaaha.

  33. Mataa'al lakum wali an 'aamikum.

  34. Fa-izaa jaaa'atit taaam matul kubraa.

  35. Yauma Yata zakkarul insaanu ma sa'aa.

  36. Wa burrizatil-jaheemu limany-yaraa.

  37. Fa ammaa man taghaa.

  38. Wa aasaral hayaatad dunyaa

  39. Fa innal jaheema hiyal maawaa.

  40. Wa ammaa man khaafa maqaama Rabbihee wa nahan nafsa 'anil hawaa

  41. Fa innal jannata hiyal ma'waa

  42. Yas'aloonaka 'anis saa'ati ayyaana mursaahaa

  43. Feema anta min zikraahaa

  44. Ilaa Rabbika muntahaa haa

  45. Innamaaa anta munziru maiy yakhshaahaa

  46. Ka annahum Yawma yarawnahaa lam yalbasooo illaa 'ashiyyatan aw duhaahaa

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Qasam hai un (Farishton) ki jo doob kar kheenchte hain

2. Aur aahistagi se (gently) nikaal le jaate hain,

3. Aur (un Farishton ki jo qayinaat mein) tezi se tairte phirte hain.

4. Phir (hukm baja laane mein) sabqat karte hain.

5. Phir (ehkam e ilahi ke mutabiq) maamlaat ka intizam chalate hain.

6. Jis roz hila maarega zalzale ka jhatka,

7. Aur uske pichey ek aur jhatka padega.

8. Kuch dil honge jo us roz khauf se kaanp rahe honge.

9. Nigahein unki sehmi (downcast) hui hogi.

10. Yeh log kehte hain “Kya waqayi hum palta kar phir wapas laye jayenge?”

11. “Kya jab hum khokli boseeda (hollow and rotten) haddiyan ban chuke honge?”

12. Kehne lage “yeh wapsi to phir badey ghaate (nuksan) ki hogi”

13.Halaanke yeh bas itna kaam hai ke ek zoar ki daant padegi,

14.Aur yakayak yeh khule maidan mein maujood honge.

15. Kya tumhein Moosa ke qissey ki khabar pahunchi hai?

16. Jab uske Rubb ne usey Tuwa ke muqaddas waadi (valley) mein pukara tha.

17. Ke Firaun ke paas jaa, woh sarkash ho gaya hai,

18.Aur us se keh, kya tu iske liye tayyar hai ke pakeezgi ikhtiyar kare.

19. Aur main tere Rubb ki taraf teri rehnumayi karoon to (uska) khauf tere andar paida ho?”

20. Phir Moosa ne (Firaun ke paas jaa kar) usko badi nishani dikhayi.

21. Magar usne jhutla diya aur na mana.

22. Phir chaal baaziyan karne ke liye palta.

23. Aur logon ko jama karke usne pukaar kar kaha.

24. “Main tumhara sabse bada Rubb hoon”

25. Aakhir-e-kaar Allah ne usey aakhirat aur duniya ke azaab mein pakad liya.

26. Dar haqeeqat is mein badi ibrat hai har us shaks ke liye jo dare.

27. Kya tum logon ki takhleeq (paidaish) zyada sakht kaam hai ya asmaan ki? Allah ne usko banaya.

28. Uski chath (ceiling) khoob unchi uthayi phir uska tawazun qayam kiya (proportioned it).

29. Aur uski raat dhaanki aur uska din nikala.

30. Iske baad zameen ko usne bichaya.

31. Uske andar se uska pani aur chara nikala.

32. Aur pahad usmein gaadh diye.

33. Saaman-e-zeist (provision) ke taur par tumhare liye aur tumhare maweshion ke liye.

34. Phir jab woh hungama-e-azeem barpa hoga.

35. Jis roz Insan apna sab kiya dhara yaad karega,

36. Aur har dekhne wale ke saamne dozak khol kar rakh di jayegi.

37. To jisne sarkashi (transgress) ki thi.

38. Aur dunya ki zindagi ko tarjeeh di thi.

39. dozakh hi uska thikana hogi.

40.Aur jisne apne Rubb ke saamne khade hone ka khauf kiya tha aur nafs ko buri khwahishaat se baaz rakkha tha.

41. Jannat uska thikana hogi.

42. Yeh log tumse puchte hain ke aakhir woh ghadi kab aakar thehre gi?

43. Tumhara kya kaam ke uska waqt batao.

44. Uska ilm to Allah par khatm hai.

45. Tum sirf khabardaar karne wale ho har us shaks ko jo uska khauf kare.

46. Jis roz yeh log usey dekh lenge to inhein yun mehsoos hoga ke (yeh duniya mein ya halat-e-maut mein) bas ek din ke pichle pehar ya agle pehar tak thehre hain.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments