📖 Surah 77 Al-Mursalat Roman
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- وَالْمُرْسَلَاتِ عُرْفًا
- فَالْعَاصِفَاتِ عَصْفًا
- وَالنَّاشِرَاتِ نَشْرًا
- فَالْفَارِقَاتِ فَرْقًا
- فَالْمُلْقِيَاتِ ذِكْرًا
- عُذْرًا أَوْ نُذْرًا
- إِنَّمَا تُوعَدُونَ لَوَاقِعٌ
- فَإِذَا النُّجُومُ طُمِسَتْ
- وَإِذَا السَّمَاءُ فُرِجَتْ
- وَإِذَا الْجِبَالُ نُسِفَتْ
- وَإِذَا الرُّسُلُ أُقِّتَتْ
- لِأَيِّ يَوْمٍ أُجِّلَتْ
- لِيَوْمِ الْفَصْلِ
- وَمَا أَدْرَاكَ مَا يَوْمُ الْفَصْلِ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- أَلَمْ نُهْلِكِ الْأَوَّلِينَ
- ثُمَّ نُتْبِعُهُمُ الْآخِرِينَ
- كَذَٰلِكَ نَفْعَلُ بِالْمُجْرِمِينَ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- أَلَمْ نَخْلُقْكُمْ مِنْ مَاءٍ مَهِينٍ
- فَجَعَلْنَاهُ فِي قَرَارٍ مَكِينٍ
- إِلَىٰ قَدَرٍ مَعْلُومٍ
- فَقَدَرْنَا فَنِعْمَ الْقَادِرُونَ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- أَلَمْ نَجْعَلِ الْأَرْضَ كِفَاتًا
- أَحْيَاءً وَأَمْوَاتًا
- وَجَعَلْنَا فِيهَا رَوَاسِيَ شَامِخَاتٍ وَأَسْقَيْنَاكُمْ مَاءً فُرَاتًا
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- انْطَلِقُوا إِلَىٰ مَا كُنْتُمْ بِهِ تُكَذِّبُونَ
- انْطَلِقُوا إِلَىٰ ظِلٍّ ذِي ثَلَاثِ شُعَبٍ
- لَا ظَلِيلٍ وَلَا يُغْنِي مِنَ اللَّهَبِ
- إِنَّهَا تَرْمِي بِشَرَرٍ كَالْقَصْرِ
- كَأَنَّهُ جِمَالَتٌ صُفْرٌ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- هَٰذَا يَوْمُ لَا يَنْطِقُونَ
- وَلَا يُؤْذَنُ لَهُمْ فَيَعْتَذِرُونَ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- هَٰذَا يَوْمُ الْفَصْلِ ۖ جَمَعْنَاكُمْ وَالْأَوَّلِينَ
- فَإِنْ كَانَ لَكُمْ كَيْدٌ فَكِيدُونِ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- إِنَّ الْمُتَّقِينَ فِي ظِلَالٍ وَعُيُونٍ
- وَفَوَاكِهَ مِمَّا يَشْتَهُونَ
- كُلُوا وَاشْرَبُوا هَنِيئًا بِمَا كُنْتُمْ تَعْمَلُونَ
- إِنَّا كَذَٰلِكَ نَجْزِي الْمُحْسِنِينَ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- كُلُوا وَتَمَتَّعُوا قَلِيلًا إِنَّكُمْ مُجْرِمُونَ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- وَإِذَا قِيلَ لَهُمُ ارْكَعُوا لَا يَرْكَعُونَ
- وَيْلٌ يَوْمَئِذٍ لِلْمُكَذِّبِينَ
- فَبِأَيِّ حَدِيثٍ بَعْدَهُ يُؤْمِنُونَ
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Wal mursalaati'urfaa
- Fal'aasifaati 'asfaa
- Wannaashiraati nashraa
- Falfaariqaati farqaa
- Falmulqiyaati zikra
- 'Uzran aw nuzraa
- Innamaa too'adoona lawaaqi'
- Fa izam nujoomu tumisat
- Wa izas samaaa'u furijat
- Wa izal jibaalu nusifat
- Wa izar Rusulu uqqitat
- Li ayyi yawmin ujjilat
- Li yawmil Fasl
- Wa maaa adraaka maa yawmul fasl
- Wailuny yawma 'izillilmukazzibeen
- Alam nuhlikil awwaleen
- Summa nutbi'uhumul aakhireen
- Kazzalika naf'alu bilmujrimeen
- Wailunw yawma 'izil lil mukazzibeen
- Alam nakhlukkum mimmaaa'im maheen
- Faja'alnaahu fee qaraarim makeen
- Illaa qadrim ma'loom
- Faqadarnaa fani'mal qaadiroon
- Wailuny yawma 'izil lilmukazzibeen
- Alam naj'alil arda kifaataa
- Ahyaaa'anw wa amwaataa
- Wa ja'alnaa feehaa rawaasiya shaamikhaatinw wa asqainaakum maaa'an furaataa
- Wailuny yawma 'izil lilmukazzibeen
- Intaliqooo ilaa maa kuntum bihee tukazziboon
- Intaliqooo ilaa zillin zee salaasi shu'ab
- Laa zaleelinw wa laa yughnee minal lahab
- Innahaa tarmee bishararin kalqasr
- Ka annahoo jimaalatun sufr
- Wailuny yawma 'izil lilmukazibeen
- Haazaa yawmu laa yantiqoon
- Wa laa yu'zanu lahum fa ya'taziroon
- Wailunw yawma 'izil lilmukazzibeen
- Haaza yawmul fasli jama 'naakum wal awwaleen
- Fa in kaana lakum kaidun fakeedoon
- Wailuny yawma'izil lilmukazzibeen
- Innal muttaqeena fee zilaalinw wa 'uyoon
- Wa fawaakiha mimmaa yashtahoon
- Kuloo washraboo haneee 'am bimaa kuntum ta'maloon
- Innaa kazaalika najzil muhsineen
- Wailuny yawma 'izil lil mukazzibeen
- Kuloo wa tamatta'oo qaleelan innakum mujrimoon
- Wailunny yawma 'izil lilmukazzibeen
- Wa izaa qeela lahumur ka'oo laa yarka'oon
- Wailunny yawma 'izil lilmukazzibeen
- Fabi ayyi hadeesim ba'dahoo yu'minoon (End Juz 29)
Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
1. Qasam hai un (hawaon) ki jo pai dar pai bheji jaati hain,2. Phir toofani raftar se chalti hain
3. Aur (baadalon ko) utha kar phaylati hain
4. Phir (unko) phaad kar juda karti hain
5. Phir (dilon mein khuda ki) yaad daalti hain
6. Uzar (excuse) ke taur par ya darawe (warning) ke taur par
7. Jis cheez ka tumse waada kiya jaa raha hai woh zaroor waqey hone wali hai
8. Phir jab sitare maand (extinguish) pad jayenge
9. Aur aasmaan phaad diya jayega
10. Aur pahad dhunak daale jayenge (blown away)
11. Aur Rasoolon ki haazri ka waqt aa pahunchega (us roz woh cheez waqey ho jayegi)
12. Kis roz ke liye yeh kaam utha rakkha gaya hai?
13. Faisley ke roz ke liye
14. Aur tumhein kya khabar ke woh faisle ka din kya hai?
15. Tabahi hai us din jhutlane walon ke liye
16. Kya humne aglon ko halaak nahin kiya?
17. Phir unhi ke pichey hum baad walon ko chalta karenge.
18. Mujrimo ke saath hum yahi kuch kiya karte hain
19. Tabahi hai us din jhutlane walon ke liye
20. Kya humne ek hakeer pani se tumhein paida nahin kiya
21. Aur ek mukarrara muddat tak
22. Usey ek mehfooz jagah thehraye rakkha?
23. To dekho , hum ispar qaadir thay, pas hum bahut acchi qudrat rakhne wale hain
24. Tabahi hai us roz jhutlane walon ke liye
25. Kya humne zameen ko sameit kar rakhne wali nahin banaya
26. Zindon ke liye bhi aur murdon ke liye bhi
27. Aur is mein buland-o-baala pahad jamaye, Aur tumhein meetha pani pilaya?
28. Tabahi hai us roz jhutlane walon ke liye
29. Chalo ab usi cheez ki taraf jise tum jhutlaya karte thay
30. Chalo us saaye ki taraf jo teen shaakhon (columns) wala hai
31. Na thandak pahunchane wala aur na aag ki lapat se bachane wala
32. woh aag mahal(castles/fortress) jaisi badi badi chingariyan phenkegi
33. (Jo uchalti hui yun mehsoos hongi) goya ke woh zard (yellowish) ount hain
34. Tabahi hai us roz jhutlane walon ke liye
35. Yeh woh din hai jismein woh na kuch bolenge
36. Aur na unhein mauka diya jayega ke koi uzr (excuse) pesh karein,
37. Tabahi hai us din jhutlane walon ke liye
38. Yeh faisle ka din hai humne tumhein aur tumse pehle guzre huey logon ko jamaa kardiya hai
39. Ab agar koi chaal tum chal sakte ho to mere muqable mein chal dekho
40. Tabahi hai us din jhutlane walon ke liye
41. Muttaqi log aaj saayon aur chashmon mein hai
42. Aur jo phal woh chahe (unke liye haazir hai)
43. Khao aur pio mazey se apne un aamal ke siley mein jo tum karte rahe ho
44. Hum neik logon ko aisi hi jaza dete hain
45. Tabahi hai us roz jhutlane walon ke liye
46. Kha lo aur mazey karlo thode din haqeeqat mein tum log mujrim ho
47. Tabahi hai us roz jhutlane walon ke liye
48. Jab inse kaha jata hai ke (Allah ke aage) jhuko to nahin jhuktey
49. Tabahi hai us roz jhutlane walon ke liye
50. Ab is (Quran) ke baad aur kaunsa kalaam aisa ho sakta hai jispar yeh iman layein?
Comments
Post a Comment