📖 Surah 75 Al-Qiyamah Roman
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- لَا أُقْسِمُ بِيَوْمِ الْقِيَامَةِ
- وَلَا أُقْسِمُ بِالنَّفْسِ اللَّوَّامَةِ
- أَيَحْسَبُ الْإِنْسَانُ أَلَّنْ نَجْمَعَ عِظَامَهُ
- بَلَىٰ قَادِرِينَ عَلَىٰ أَنْ نُسَوِّيَ بَنَانَهُ
- بَلْ يُرِيدُ الْإِنْسَانُ لِيَفْجُرَ أَمَامَهُ
- يَسْأَلُ أَيَّانَ يَوْمُ الْقِيَامَةِ
- فَإِذَا بَرِقَ الْبَصَرُ
- وَخَسَفَ الْقَمَرُ
- وَجُمِعَ الشَّمْسُ وَالْقَمَرُ
- يَقُولُ الْإِنْسَانُ يَوْمَئِذٍ أَيْنَ الْمَفَرُّ
- كَلَّا لَا وَزَرَ
- إِلَىٰ رَبِّكَ يَوْمَئِذٍ الْمُسْتَقَرُّ
- يُنَبَّأُ الْإِنْسَانُ يَوْمَئِذٍ بِمَا قَدَّمَ وَأَخَّرَ
- بَلِ الْإِنْسَانُ عَلَىٰ نَفْسِهِ بَصِيرَةٌ
- وَلَوْ أَلْقَىٰ مَعَاذِيرَهُ
- لَا تُحَرِّكْ بِهِ لِسَانَكَ لِتَعْجَلَ بِهِ
- إِنَّ عَلَيْنَا جَمْعَهُ وَقُرْآنَهُ
- فَإِذَا قَرَأْنَاهُ فَاتَّبِعْ قُرْآنَهُ
- ثُمَّ إِنَّ عَلَيْنَا بَيَانَهُ
- كَلَّا بَلْ تُحِبُّونَ الْعَاجِلَةَ
- وَتَذَرُونَ الْآخِرَةَ
- وُجُوهٌ يَوْمَئِذٍ نَاضِرَةٌ
- إِلَىٰ رَبِّهَا نَاظِرَةٌ
- وَوُجُوهٌ يَوْمَئِذٍ بَاسِرَةٌ
- تَظُنُّ أَنْ يُفْعَلَ بِهَا فَاقِرَةٌ
- كَلَّا إِذَا بَلَغَتِ التَّرَاقِيَ
- وَقِيلَ مَنْ ۜ رَاقٍ
- وَظَنَّ أَنَّهُ الْفِرَاقُ
- وَالْتَفَّتِ السَّاقُ بِالسَّاقِ
- إِلَىٰ رَبِّكَ يَوْمَئِذٍ الْمَسَاقُ
- فَلَا صَدَّقَ وَلَا صَلَّىٰ
- وَلَٰكِنْ كَذَّبَ وَتَوَلَّىٰ
- ثُمَّ ذَهَبَ إِلَىٰ أَهْلِهِ يَتَمَطَّىٰ
- أَوْلَىٰ لَكَ فَأَوْلَىٰ
- ثُمَّ أَوْلَىٰ لَكَ فَأَوْلَىٰ
- أَيَحْسَبُ الْإِنْسَانُ أَنْ يُتْرَكَ سُدًى
- أَلَمْ يَكُ نُطْفَةً مِنْ مَنِيٍّ يُمْنَىٰ
- ثُمَّ كَانَ عَلَقَةً فَخَلَقَ فَسَوَّىٰ
- فَجَعَلَ مِنْهُ الزَّوْجَيْنِ الذَّكَرَ وَالْأُنْثَىٰ
- أَلَيْسَ ذَٰلِكَ بِقَادِرٍ عَلَىٰ أَنْ يُحْيِيَ الْمَوْتَىٰ
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Laaa uqsimu bi yawmil qiyaamah
- Wa laaa uqsimu bin nafsil lawwaamah
- Ayahsabul insaanu al lan najm'a 'izaamah
- Balaa qaadireena 'alaaa an nusawwiya banaanah
- Bal yureedul insaanu liyafjura amaamah
- Yas'alu ayyyaana yawmul qiyaamah
- Fa izaa bariqal basar
- Wa khasafal qamar
- Wa jumi'ash shamsu wal qamar
- Yaqoolul insaanu yaw ma 'izin aynal mafarr
- Kallaa laa wazar
- Ilaa rabbika yawma 'izinil mustaqarr
- Yunabba 'ul insaanu yawma 'izim bimaa qaddama wa akhkhar
- Balil insaanu 'alaa nafsihee baseerah
- Wa law alqaa ma'aazeerah
- Laa tuharrik bihee lisaa naka lita'jala bih
- Inna 'alainaa jam'ahoo wa qur aanah
- Fa izaa Qur'anahu fattabi' qur aanah
- Summa inna 'alainaa bayaanah
- Kallaa bal tuhibboonal 'aajilah
- Wa tazaroonal Aakhirah
- Wujoohuny yawma 'izin naadirah
- Ilaa rabbihaa naazirah
- Wa wujoohuny yawma 'izim baasirah
- Tazunnu any yuf'ala bihaa faaqirah
- Kallaaa izaa balaghatit taraaqee
- Wa qeela man raaq
- Wa zanna annahul firaaq
- Waltaffatis saaqu bissaaq
- Ilaa rabbika yawma'izinil masaaq
- Falaa saddaqa wa laa sallaa
- Wa laakin kazzaba wa tawalla
- Summa zahaba ilaaa ahlihee yatamatta
- Awlaa laka fa awlaa
- Summa awlaa laka fa awla
- Ayahsabul insaanu ai yutraka sudaa
- Alam yaku nutfatam mim maniyyiny yumnaa
- Summa kaana 'alaqatan fakhalaqa fasawwaa
- Faja'ala minhuz zawjayniz zakara wal unsaa
- Alaisa zaalika biqaadirin 'alaaa any yuhyiyal mawtaa
Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
1. Nahin - main qasam khata hoon qayamat ke din ki2. Aur nahin,main qasam khata hoon malamat karne wale nafs ki
3. Kya Insan yeh samajh raha hai ke hum uski haddiyon ko jama na kar sakengey?
4. Kyun nahin?Hum to uski ungliyon ke por por (fingertips) tak theek bana dene par qaadir hai
5. Magar Insan chahta yeh hai ke aage bhi bad-aamaliyan karta rahe
6. “Puchta hai” aakhir kab aana hai woh qayamat ka din?
7. Phir jab deedhe pathra jayenge (sight is dazed)
8. Aur chaand be-noor ho jayega
9. Aur chaand Suraj mila kar ek kardiye jayenge,
10. Us waqt yahi Insan kahega kahan bhaag kar jaun?
11. Hargiz nahin,wahan koi jaaye panaah na hogi
12. Us roz tere Rubb hi ke saamne jaakar theharna hoga
13. Us roz Insan ko uska sab agla pichla kiya karaya bata diya jayega
14. Balke Insan khud hi apne aap ko khoob jaanta hai
15. Chahe woh kitni hi maazratein (excuses) kare,
16. Aey Nabi , Is wahee ko jaldi jaldi yaad karne ke liye apni zubaan ko harakat na do
17. Isko yaad kara dena aur padhwa dena hamare zimme hai,
18. Lihaza jab hum isey padh rahe hon us waqt tum iski qiraat ko gaur se sunte raho.
19. Phir iska matlab samjha dena bhi hamare zimme hai.
20. Hargiz nahin, asal baat yeh hai ke tum log jaldi haasil hone wali cheez (yani duniya) se muhabbat rakhte ho
21. Aur aakhirat ko chodh dete ho
22. Us roz kuch chehre tar-o-taza honge
23. Apne Rubb ki taraf dekh rahe honge
24. Aur kuch chehre udas honge
25. Aur samajh rahe honge ke unke saath qamar toad bartao hone wala hai
26. Hargiz nahin, jab jaan halaq tak pahunch jayegi
27. Aur kaha jayega ke hai koi jhaad phook karne wala
28. Aur aadmi samajh lega ke yeh duniya se judai ka waqt hai
29. Aur pindli(leg) se pindli(leg) judh jayegi
30. woh din hoga tere Rubb ki taraf rawangi ka
31. Magar usne na sach mana , aur na namaz padhi
32. Balke jhutlaya aur palat gaya
33. Phir akadta hua apne ghar walon ki taraf chal diya
34. Yeh rawish tere hi liye sazawaar hai aur tujh hi ko zeib deti hai,
35. Haan yeh rawish tere hi liye sazawaar hai aur tujh hi ko zeib deti hai,
36. Kya Insan ne yeh samajh rakkha hai ke woh yunhi mohmal (left alone, unquestioned ) chodh diya jayega?
37. Kya woh ek hakeer pani ka nutfa (sperm from semen) na tha jo (raham –e-madar mein) tapkaya jata hai?
38. Phir woh ek lothda(clot) bana, phir Allah ne uska jism banaya aur uske aazaa durust kiye
39. Phir us se mard aur aurat ki do qismein banayi
40. Kya woh ispar qaadir nahin hai ke marne walon ko phir zinda karde?
Comments
Post a Comment