📖 Surah 73 Al-Muzzammil Roman
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- يَا أَيُّهَا الْمُزَّمِّلُ
- قُمِ اللَّيْلَ إِلَّا قَلِيلًا
- نِصْفَهُ أَوِ انْقُصْ مِنْهُ قَلِيلًا
- أَوْ زِدْ عَلَيْهِ وَرَتِّلِ الْقُرْآنَ تَرْتِيلًا
- إِنَّا سَنُلْقِي عَلَيْكَ قَوْلًا ثَقِيلًا
- إِنَّ نَاشِئَةَ اللَّيْلِ هِيَ أَشَدُّ وَطْئًا وَأَقْوَمُ قِيلًا
- إِنَّ لَكَ فِي النَّهَارِ سَبْحًا طَوِيلًا
- وَاذْكُرِ اسْمَ رَبِّكَ وَتَبَتَّلْ إِلَيْهِ تَبْتِيلًا
- رَبُّ الْمَشْرِقِ وَالْمَغْرِبِ لَا إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ فَاتَّخِذْهُ وَكِيلًا
- وَاصْبِرْ عَلَىٰ مَا يَقُولُونَ وَاهْجُرْهُمْ هَجْرًا جَمِيلًا
- وَذَرْنِي وَالْمُكَذِّبِينَ أُولِي النَّعْمَةِ وَمَهِّلْهُمْ قَلِيلًا
- إِنَّ لَدَيْنَا أَنْكَالًا وَجَحِيمًا
- وَطَعَامًا ذَا غُصَّةٍ وَعَذَابًا أَلِيمًا
- يَوْمَ تَرْجُفُ الْأَرْضُ وَالْجِبَالُ وَكَانَتِ الْجِبَالُ كَثِيبًا مَهِيلًا
- إِنَّا أَرْسَلْنَا إِلَيْكُمْ رَسُولًا شَاهِدًا عَلَيْكُمْ كَمَا أَرْسَلْنَا إِلَىٰ فِرْعَوْنَ رَسُولًا
- فَعَصَىٰ فِرْعَوْنُ الرَّسُولَ فَأَخَذْنَاهُ أَخْذًا وَبِيلًا
- فَكَيْفَ تَتَّقُونَ إِنْ كَفَرْتُمْ يَوْمًا يَجْعَلُ الْوِلْدَانَ شِيبًا
- السَّمَاءُ مُنْفَطِرٌ بِهِ ۚ كَانَ وَعْدُهُ مَفْعُولًا
- إِنَّ هَٰذِهِ تَذْكِرَةٌ ۖ فَمَنْ شَاءَ اتَّخَذَ إِلَىٰ رَبِّهِ سَبِيلًا
- إِنَّ رَبَّكَ يَعْلَمُ أَنَّكَ تَقُومُ أَدْنَىٰ مِنْ ثُلُثَيِ اللَّيْلِ وَنِصْفَهُ وَثُلُثَهُ وَطَائِفَةٌ مِنَ الَّذِينَ مَعَكَ ۚ وَاللَّهُ يُقَدِّرُ اللَّيْلَ وَالنَّهَارَ ۚ عَلِمَ أَنْ لَنْ تُحْصُوهُ فَتَابَ عَلَيْكُمْ ۖ فَاقْرَءُوا مَا تَيَسَّرَ مِنَ الْقُرْآنِ ۚ عَلِمَ أَنْ سَيَكُونُ مِنْكُمْ مَرْضَىٰ ۙ وَآخَرُونَ يَضْرِبُونَ فِي الْأَرْضِ يَبْتَغُونَ مِنْ فَضْلِ اللَّهِ ۙ وَآخَرُونَ يُقَاتِلُونَ فِي سَبِيلِ اللَّهِ ۖ فَاقْرَءُوا مَا تَيَسَّرَ مِنْهُ ۚ وَأَقِيمُوا الصَّلَاةَ وَآتُوا الزَّكَاةَ وَأَقْرِضُوا اللَّهَ قَرْضًا حَسَنًا ۚ وَمَا تُقَدِّمُوا لِأَنْفُسِكُمْ مِنْ خَيْرٍ تَجِدُوهُ عِنْدَ اللَّهِ هُوَ خَيْرًا وَأَعْظَمَ أَجْرًا ۚ وَاسْتَغْفِرُوا اللَّهَ ۖ إِنَّ اللَّهَ غَفُورٌ رَحِيمٌ
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Ya aiyuhal muzzammil
- Qumil laila illaa qaleelaa
- Nisfahooo awinqus minhu qaleelaa
- Aw zid 'alaihi wa rattilil Qur'aana tarteela
- Innaa sanulqee 'alaika qawlan saqeelaa
- Inna naashi'atal laili hiya ashadddu wat anw wa aqwamu qeelaa
- Inna laka fin nahaari sabhan taweelaa
- Wazkuris ma rabbika wa tabattal ilaihi tabteelaa
- Rabbul mashriqi wal maghriibi laaa ilaaha illaa Huwa fattakhizhu wakeelaa
- Wasbir 'alaa maa yaqoo loona wahjurhum hajran jameelaa
- Wa zarnee walmukaz zibeena ulin na'mati wa mahhilhum qaleelaa
- Inna ladainaaa ankaalanw wa jaheemaa
- Wa ta'aaman zaa ghussa tinw wa'azaaban aleemaa
- Yawma tarjuful ardu waljibaalu wa kaanatil jibaalu kaseebam maheelaa
- Innaa arsalnaaa ilaikum rasoolan shaahidan 'aleykum kamaaa arsalnaaa ilaa Fir'awna rasoolaa
- Fa'asaa Fir'awnur Rasoola fa akhaznaahu akhzanw wabeelaa
- Fakaifa tattaqoona in kafartum yawmany yaj'alul wildaana sheeba
- Assamaaa'u munfatirum bih; kaana wa'duhoo maf'oola
- Inna haazihee tazkira; fa man shaaa'at takhaza ilaa Rabbihee sabeelaa
- Inna Rabbaka ya'lamu annaka taqoomu adnaa min sulusa yil laili wa nisfahoo wa sulusahoo wa taaa'ifatum minal lazeena ma'ak; wal laahu yuqaddirul laila wanna haar; 'alima al lan tuhsoohu fataaba 'alaikum faqra'oo maa tayassara minal quraan; 'alima an sa yakoonu minkum mardaa wa aakharoona yadriboona fil ardi yabtaghoona min fadlil laahi wa aakharoona yuqaatiloona fee sabeelil laahi faqra'oo ma tayassara minhu wa aqeemus salaata wa aatuz zakaata wa aqridul laaha qardan hasanaa; wa maa tuqaddimoo li anfusikum min khairin tajidoohu 'indal laahi huwa khayranw wa a'zama ajraa; wastaghfirul laahaa innal laaha ghafoorur raheem.
Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
1. Aey oad lapet kar (enwrapped) soney wale2. Raat ko namaz mein khade raha karo magar kam
3. Aadhi Raat,
4. Ya is se kuch kam karlo ya is se kuch zyada badha do, aur Quran ko khoob tehar tehar kar padho,
5. Hum tumpar ek bhaari kalam naazil karne wale hain
6. Dar haqeeqat raat ka uthna nafs par qaabu paane ke liye bahut kaargar aur Quran theek padhne ke liye zyada mauzu (suitable) hai,
7. Din ke auqat mein to tumhare liye bahut masrufiyat (prolonged occupation) hai,
8. Apne Rubb ke naam ka zikr kiya karo aur sabse katt kar usi ke ho raho
9. Woo mashrik(east) o magrib(west) ka maalik hai, uske siwa koi khuda nahin hai, lihaza usi ko apna wakeel bana lo
10. Aur jo baatein log bana rahe hain unpar sabr karo aur sharafat ke saath unse alag ho jao
11. In jhutlane wale khush haal logon se nimatne ka kaam tum mujhpar chodh do aur inhein zara kuch dair isi haalat par rehne do,
12. Hamare paas (inke liye) bhaari bediyan hain aur bhadakti hui aag
13. Aur halaq(throat) mein phasne wala khana aur dard-naak azaab
14. Yeh us din hoga jab zameen aur pahad laraz uthengey aur pahadon ka haal aisa ho jayega jaise reit (sand) ke dhair hai jo bhikhre jaa rahe hain
15. Tum logon ke paas humne usi tarah ek rasool tumpar gawah bana kar bheja hai jis tarah humne Firaun ki taraf ek rasool bheja tha,
16. (Phir dekhlo ke jab ) Firaun ne us Rasool ki baat na maani to humne usko badi sakhti kay saath pakad liya
17. Agar tum maanne se inkar karoge to us din kaise bach jaaoge jo bacchon ko boodha kardega,
18. Aur jiski sakhti se aasmaan phata jaa raha hoga? Allah ka waada to poora hokar hi rehna hai.
19. Yeh ek naseehat hai , ab jiska jee chahe apne Rubb ki taraf jaane ka raasta ikhtiyar karle.
20. Aey Nabi, tumhara Rubb jaanta hai ke tum kabhi do tihayi (two-third) raat ke qareeb aur kabhi aadhi raat aur kabhi ek tihayi (one-third) raat ibaadat mein khade rehtey ho, Aur tumhare saathiyon mein se bhi ek giroh yeh amal karta hai, Allah hi raat aur din ke auqat ka hisab rakhta hai. Usey maloom hai ke tum log auqat ka theek shumaar nahin kar sakte, lihaza usne tumpar meharbani farmayi, Ab jitna Quran aasani se padh sakte ho padh liya karo. Usey maloom hai ke tum mein kuch mareez honge, kuch dusre log Allah ke fazal(bounty) ki talash mein safar kartey hain, Aur kuch aur log Allah ki raah mein jung karte hain, pas jitna Quran ba aasani padha jaa sakey padh liya karo,namaz qayam karo, zakat do aur Allah ko accha qarz dete raho, jo kuch bhalayi tum apne liye aage bhejoge usey Allah ke yahan maujood paoge, wahi zyada behtar hai aur uska ajr bahut bada hai. Allah se magfirat maangte raho, beshak Allah bada Gafoor o Raheem hai.
Comments
Post a Comment