📖 Surah 51 Adh-Dhariyat Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. وَالذَّارِيَاتِ ذَرْوًا

  2. فَالْحَامِلَاتِ وِقْرًا

  3. فَالْجَارِيَاتِ يُسْرًا

  4. فَالْمُقَسِّمَاتِ أَمْرًا

  5. إِنَّمَا تُوعَدُونَ لَصَادِقٌ

  6. وَإِنَّ الدِّينَ لَوَاقِعٌ

  7. وَالسَّمَاءِ ذَاتِ الْحُبُكِ

  8. إِنَّكُمْ لَفِي قَوْلٍ مُخْتَلِفٍ

  9. يُؤْفَكُ عَنْهُ مَنْ أُفِكَ

  10. قُتِلَ الْخَرَّاصُونَ

  11. الَّذِينَ هُمْ فِي غَمْرَةٍ سَاهُونَ

  12. يَسْأَلُونَ أَيَّانَ يَوْمُ الدِّينِ

  13. يَوْمَ هُمْ عَلَى النَّارِ يُفْتَنُونَ

  14. ذُوقُوا فِتْنَتَكُمْ هَٰذَا الَّذِي كُنْتُمْ بِهِ تَسْتَعْجِلُونَ

  15. إِنَّ الْمُتَّقِينَ فِي جَنَّاتٍ وَعُيُونٍ

  16. آخِذِينَ مَا آتَاهُمْ رَبُّهُمْ ۚ إِنَّهُمْ كَانُوا قَبْلَ ذَٰلِكَ مُحْسِنِينَ

  17. كَانُوا قَلِيلًا مِنَ اللَّيْلِ مَا يَهْجَعُونَ

  18. وَبِالْأَسْحَارِ هُمْ يَسْتَغْفِرُونَ

  19. وَفِي أَمْوَالِهِمْ حَقٌّ لِلسَّائِلِ وَالْمَحْرُومِ

  20. وَفِي الْأَرْضِ آيَاتٌ لِلْمُوقِنِينَ

  21. وَفِي أَنْفُسِكُمْ ۚ أَفَلَا تُبْصِرُونَ

  22. وَفِي السَّمَاءِ رِزْقُكُمْ وَمَا تُوعَدُونَ

  23. فَوَرَبِّ السَّمَاءِ وَالْأَرْضِ إِنَّهُ لَحَقٌّ مِثْلَ مَا أَنَّكُمْ تَنْطِقُونَ

  24. هَلْ أَتَاكَ حَدِيثُ ضَيْفِ إِبْرَاهِيمَ الْمُكْرَمِينَ

  25. إِذْ دَخَلُوا عَلَيْهِ فَقَالُوا سَلَامًا ۖ قَالَ سَلَامٌ قَوْمٌ مُنْكَرُونَ

  26. فَرَاغَ إِلَىٰ أَهْلِهِ فَجَاءَ بِعِجْلٍ سَمِينٍ

  27. فَقَرَّبَهُ إِلَيْهِمْ قَالَ أَلَا تَأْكُلُونَ

  28. فَأَوْجَسَ مِنْهُمْ خِيفَةً ۖ قَالُوا لَا تَخَفْ ۖ وَبَشَّرُوهُ بِغُلَامٍ عَلِيمٍ

  29. فَأَقْبَلَتِ امْرَأَتُهُ فِي صَرَّةٍ فَصَكَّتْ وَجْهَهَا وَقَالَتْ عَجُوزٌ عَقِيمٌ

  30. قَالُوا كَذَٰلِكِ قَالَ رَبُّكِ ۖ إِنَّهُ هُوَ الْحَكِيمُ الْعَلِيمُ

  31. قَالَ فَمَا خَطْبُكُمْ أَيُّهَا الْمُرْسَلُونَ

  32. قَالُوا إِنَّا أُرْسِلْنَا إِلَىٰ قَوْمٍ مُجْرِمِينَ

  33. لِنُرْسِلَ عَلَيْهِمْ حِجَارَةً مِنْ طِينٍ

  34. مُسَوَّمَةً عِنْدَ رَبِّكَ لِلْمُسْرِفِينَ

  35. فَأَخْرَجْنَا مَنْ كَانَ فِيهَا مِنَ الْمُؤْمِنِينَ

  36. فَمَا وَجَدْنَا فِيهَا غَيْرَ بَيْتٍ مِنَ الْمُسْلِمِينَ

  37. وَتَرَكْنَا فِيهَا آيَةً لِلَّذِينَ يَخَافُونَ الْعَذَابَ الْأَلِيمَ

  38. وَفِي مُوسَىٰ إِذْ أَرْسَلْنَاهُ إِلَىٰ فِرْعَوْنَ بِسُلْطَانٍ مُبِينٍ

  39. فَتَوَلَّىٰ بِرُكْنِهِ وَقَالَ سَاحِرٌ أَوْ مَجْنُونٌ

  40. فَأَخَذْنَاهُ وَجُنُودَهُ فَنَبَذْنَاهُمْ فِي الْيَمِّ وَهُوَ مُلِيمٌ

  41. وَفِي عَادٍ إِذْ أَرْسَلْنَا عَلَيْهِمُ الرِّيحَ الْعَقِيمَ

  42. مَا تَذَرُ مِنْ شَيْءٍ أَتَتْ عَلَيْهِ إِلَّا جَعَلَتْهُ كَالرَّمِيمِ

  43. وَفِي ثَمُودَ إِذْ قِيلَ لَهُمْ تَمَتَّعُوا حَتَّىٰ حِينٍ

  44. فَعَتَوْا عَنْ أَمْرِ رَبِّهِمْ فَأَخَذَتْهُمُ الصَّاعِقَةُ وَهُمْ يَنْظُرُونَ

  45. فَمَا اسْتَطَاعُوا مِنْ قِيَامٍ وَمَا كَانُوا مُنْتَصِرِينَ

  46. وَقَوْمَ نُوحٍ مِنْ قَبْلُ ۖ إِنَّهُمْ كَانُوا قَوْمًا فَاسِقِينَ

  47. وَالسَّمَاءَ بَنَيْنَاهَا بِأَيْدٍ وَإِنَّا لَمُوسِعُونَ

  48. وَالْأَرْضَ فَرَشْنَاهَا فَنِعْمَ الْمَاهِدُونَ

  49. وَمِنْ كُلِّ شَيْءٍ خَلَقْنَا زَوْجَيْنِ لَعَلَّكُمْ تَذَكَّرُونَ

  50. فَفِرُّوا إِلَى اللَّهِ ۖ إِنِّي لَكُمْ مِنْهُ نَذِيرٌ مُبِينٌ

  51. وَلَا تَجْعَلُوا مَعَ اللَّهِ إِلَٰهًا آخَرَ ۖ إِنِّي لَكُمْ مِنْهُ نَذِيرٌ مُبِينٌ

  52. كَذَٰلِكَ مَا أَتَى الَّذِينَ مِنْ قَبْلِهِمْ مِنْ رَسُولٍ إِلَّا قَالُوا سَاحِرٌ أَوْ مَجْنُونٌ

  53. أَتَوَاصَوْا بِهِ ۚ بَلْ هُمْ قَوْمٌ طَاغُونَ

  54. فَتَوَلَّ عَنْهُمْ فَمَا أَنْتَ بِمَلُومٍ

  55. وَذَكِّرْ فَإِنَّ الذِّكْرَىٰ تَنْفَعُ الْمُؤْمِنِينَ

  56. وَمَا خَلَقْتُ الْجِنَّ وَالْإِنْسَ إِلَّا لِيَعْبُدُونِ

  57. مَا أُرِيدُ مِنْهُمْ مِنْ رِزْقٍ وَمَا أُرِيدُ أَنْ يُطْعِمُونِ

  58. إِنَّ اللَّهَ هُوَ الرَّزَّاقُ ذُو الْقُوَّةِ الْمَتِينُ

  59. فَإِنَّ لِلَّذِينَ ظَلَمُوا ذَنُوبًا مِثْلَ ذَنُوبِ أَصْحَابِهِمْ فَلَا يَسْتَعْجِلُونِ

  60. فَوَيْلٌ لِلَّذِينَ كَفَرُوا مِنْ يَوْمِهِمُ الَّذِي يُوعَدُونَ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Waz-zaariyaati zarwaa

  2. Falhaamilaati wiqraa

  3. Faljaariyaati yusraa

  4. Falmuqassimaati amraa

  5. Innamaa too'adoona la-saadiq

  6. Wa innad deena la waaqi'

  7. Wassamaaa'i zaatil hubuk

  8. Innakum lafee qawlim mukhtalif

  9. Yu'faku 'anhu man ufik

  10. Qutilal kharraasoon

  11. Allazeena hum fee ghamratin saahoon

  12. Yas'aloona ayyaana yawmud Deen

  13. Yawma hum 'alan naari yuftanoon

  14. Zooqoo fitnatakum haa zal lazee kuntum bihee tas ta'jiloon

  15. Innal muttaqeena fee jannaatinw wa 'uyoon

  16. Aakhizeena maaa aataahum Rabbuhum; innahum kaanoo qabla zaalika muhsineen

  17. kaanoo qaleelam minal laili maa yahja'oon

  18. Wa bil as haari hum yastaghfiroon

  19. Wa feee amwaalihim haqqul lissaaa'ili walmahroom

  20. Wa fil ardi aayaatul lilmooqineen

  21. Wa feee anfusikum; afalaa tubsiroon

  22. Wa fissamaaa'i rizqukum wa maa too'adoon

  23. Fawa Rabbis samaaa'i wal ardi innahoo lahaqqum misla maa annakum tantiqoon

  24. Hal ataaka hadeesu daifi Ibraaheemal mukrameen

  25. Iz dakhaloo 'alaihi faqaaloo salaaman qaala salaamun qawmum munkaroon

  26. Faraagha ilaaa ahlihee fajaaa'a bi'ijlin sameen

  27. Faqarrabahooo ilaihim qaala alaa taakuloon

  28. Fa awjasa minhum khee fatan qaaloo laa takhaf wa bashsharoohu bighulaamin 'aleem

  29. Fa aqbalatim ra-atuhoo fee sarratin fasakkat wajhahaa wa qaalat 'ajoozun 'aqeem

  30. Qaaloo kazaaliki qaala Rabbuki innahoo huwal hakeemul 'aleem (End Juz 26)

  31. Qaala famaa khatbukum ayyuhal mursaloon

  32. Qaalooo innaaa ursilnaaa ilaa qawmim mujrimeen

  33. Linursila 'alaihim hijaa ratam min teen

  34. Musawwamatan 'inda rabbika lilmusrifeen

  35. Fa akhrajnaa man kaana feehaa minal mu'mineen

  36. Famaa wajadnaa feehaa ghaira baitim minal muslimeen

  37. Wa taraknaa feehaaa aayatal lillazeena yakhaafoonal 'azaabal aleem

  38. Wa fee Moosaaa iz arsalnaahu ilaa Fir'awna bisultaa nim mubeen

  39. Fatawalla biruknihee wa qaala saahirun aw majnoon

  40. Fa akhaznaahu wa junoo dahoo fanabaznaahum fil yammi wa huwa muleem

  41. Wa fee 'Aadin iz arsalnaa 'alaihimur reehal'aqeem

  42. Maa tazaru min shai'in atat 'alaihi illaa ja'alat hu karrameem

  43. Wa fee Samooda iz qeela lahum tamatta''oo hattaa heen

  44. Fa'ataw 'an amri Rabbihim fa akhazat humus saa'iqatu wa hum yanzuroon

  45. Famas tataa'oo min qiyaaminw wa maa kaanoo muntasireen

  46. Wa qawma Noohim min qablu innahum kaano qawman faasiqeen

  47. Wassamaaa'a banainaa haa bi aydinw wa innaa lamoosi'oon

  48. Wal arda farashnaahaa fani'mal maahidoon

  49. Wa min kulli shai'in khalaqnaa zawjaini la'allakum tazakkaroon

  50. Fafirrooo ilal laahi innee lakum minhu nazeerum mubeen

  51. Wa laa taj'aloo ma'al laahi ilaahan aakhara innee lakum minhu nazeerum mubeen

  52. Kazaalika maaa atal lazeena min qablihim mir Rasoolin illaa qaaloo saahirun aw majnoon

  53. Atawaasaw bih; bal hum qawmun taaghoon

  54. Fatawalla 'anhum famaaa anta bimaloom

  55. Wa zakkir fa innaz zikraa tanfa'ul mu'mineen

  56. Wa maa khalaqtul jinna wal insa illaa liya'budoon

  57. Maaa ureedu minhum mir rizqinw wa maaa ureedu anyyut'imoon

  58. Innal laaha Huwar Razzaaqu Zul Quwwatil Mateen

  59. Fa inna lillazeena zalamoo zanoobam misla zanoobi ashaabihim falaa yasta'jiloon

  60. Fawailul lillazeena kafaroo miny yawmihimul lazee yoo'adoon

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Qasam hai un hawaon ki jo gard (dust) udane wali hain.

2. Phir pani se ladeh huey badal uthane wali hain.

3. Phir subuk raftari (smoothly speed along) ke saath chalne wali hain.

4. Phir ek badey kaam (barish) ki takseem karne wali hain.

5. Haqq yeh hai ke jis cheez ka tumhein khauf dilaya jaa raha hai woh sacchi hai.

6. Aur jazaa-e-aamal (recompense) zaroor pesh aani hai.

7. Qasam hai muttafarriq shakalon (numerous forms) wale aasmaan ki.

8. (Aakhirat ke baare mein) tumhari baat ek durse se mukhtalif hai.

9. Ussey wahi bargashta (deluded/averse) hota hai jo haqq se phira hua hai.

10. Maare gaye qayas-o-gumaan (conjecturers) se hukm lagane wale.

11. Jo jihalat (ignorance) mein garq aur ghaflat mein madhosh hain.

12. Puchte hain aakhir woh roz-e-jaza kab aayega?

13. Woh us roz aayega jab yeh log aag par tapaye jayenge.

14. (Inse kaha jayega) ab chakkho maza apne fitne ka, yeh wahi cheez hai jiske liye tum jaldi macha rahe thay.

15. Albatta muttaqi log us roz baaghon (gardens) aur chashmo (fountains) mein honge.

16. Jo kuch unka Rubb unhein dega usey khushi khushi le rahe honge. Woh us din ke aane se pehle neikukar (doers of good) thay.

17. Raaton(nights) ko kam hi sotey(sleep) thay.

18. Phir wahi raat ke pichle peharon mein maafi maangte thay.

19. Aur unke maalon (wealth) mein haqq tha saahil (maangne wale) aur mehroom (destitute) ke liye.

20. Zameen mein bahut si nishaniyan hain yaqeen laane walon ke liye.

21. Aur khud tumhare apne wajood mein hain, kya tumko soojhta nahin?

22. Aasman hi mein hai tumhara rizq bhi aur woh cheez bhi jiska tumse waada kiya jaa raha hai.

23. Pas qasam hai aasmaan aur zameen ke maalik ki, yeh baat haqq hai, aisi hi yaqeeni jaise tum bol rahe ho.

24. Aey Nabi, Ibrahim ke muazzaz mehmano ki hiqayat bhi tumhein pahunchi hai?

25. Jab woh uske haan aaye to kaha aapko salaam hai. Usne kaha “ aap logon ko bhi salaam hai kuch na-aashna se log hain”

26. Phir woh chupke se apne ghar walon ke paas gaya, aur ek mota taaza bachda (calf) laa kar

27. Mehmanon ke aage pesh kiya. Usne kaha aap hazraat khate nahin?

28. Phir woh apne dil mein unse dara. Unhon ne kaha dariye nahin, aur usey ek zee-ilm ladke ki paidaish ka mushda (good news/basharat) sunaya.

29. Yeh sunkar uski biwi cheekhti hui aage badhi aur usne apna mooh peeth liya aur kehne lagi, “boodhi baanj”!

30. Unhon ne kaha “yahi kuch farmaya hai tere Rubb ne. Woh hakeem hai aur sab kuch jaanta hai.

31. Ibrahim ne kaha “aey farstaadgaan-e-ilaahi (envoys), kya mohim aapko dar-pesh hai?

32. Unhon ne kaha “hum ek mujrim qaum ki taraf bheje gaye hain.

33. Taa-ke uspar paki hui mitti ke patthar (clay-stones) barsa de.

34. Jo aapke Rubb ke haan hadd se guzar jane walon ke liye nishan zada hain”

35. Phir humne un sab logon ko nikal liya jo us basti mein momin thay.

36. Aur wahan humne ek ghar ke siwa musalmano ka koi ghar na paya.

37. Uske baad humne wahan bas ek nishani un logon ke liye chodh di jo dardnaak azaab se darte hon.

38. Aur (tumhare liye nishani hai) Moosa ke qissey mein jab humne usey sareeh sanad (clear authority) ke saath Firoun ke paas bheja.

39. To woh apne bal-bootay par akad gaya aur bola yeh jaadugar hai ya majnoon(deewana) hai.

40. Aakhir-e-kaar humne usey aur uske lashkaron ko pakda aur sabko samandar mein phenk diya aur woh malamat zadah hokar reh gaya.

41. Aur (tumhare liye nishani hai) Aad (people of Aad) mein, jabke humne unpar ek aisi hi bay-khair (devastating) hawa bhej di.

42. Ke jis cheez par bhi woh guzar gayi usey boseeda (rotten) karke rakh diya.

43. Aur (tumhare liye nishani hai) Samood mein, jab unse kaha gaya tha ke ek khaas waqt tak mazey karlo.

44. Magar is tambeeh(warning) par bhi unhon ne apne Rubb ke hukm se sartabi (brazenly disobey) ki. Aakhir-e-kar unke dekhte dekhte ek achanak toot padne wale azaab ne unko aa liya.

45. Phir na unmein uthne ki sakat thi aur na woh apna bachao kar sakte thay.

46. Aur in sabse pehle humne Nooh ki qaum ko halaak kiya kyunke woh fasiq (wicked) log thay.

47. Aasman ko humne apne zoar se banaya hai aur hum iski qudrat rakhte hain.

48. Zameen ko humne bichaya hai aur hum badey acchey hamwar(Smoothers/ spread) karne wale hain.

49. Aur har cheez ke humne jodey banaye hain, shayad ke tum us se sabaq lo.

50. To daudo Allah ki taraf , main tumahre liye us ki taraf se saaf saaf khabardaar karne wala hoon.

51. Aur na banao Allah ke saath koi dusra mabood. Main tumahre liye uski taraf se saaf saaf khabardaar karne wala hoon.

52. Yunhi hota raha hai, inse pehle ki qaumon ke paas bhi koi Rasool aisa nahin aaya jise unhon ne yeh na kaha ho ke yeh saahir (sorcerer) hai ya majnoon (deewana).

53. Kya in sab ne apas mein ispar koi samjhauta karliya hai? Nahin, balke yeh sab sarkash log hain.

54. Pas aey Nabi, inse rukh pher lo, tumpar kuch malamat nahin.

55. Albatta naseehat karte raho, kyunke naseehat iman laane walon ke liye nafeh(faiyda-mand) hai.

56. Maine Jinn aur Insano ko iske siwa kisi kaam ke liye paida nahin kiya hai ke woh meri bandagi karein.

57. Main unse koi rizq nahin chahta aur na yeh chahta hoon ke woh mujhe khilayein.

58. Allah to khud hi Razzak hai, badi quwwat wala aur zabardast.

59. Pas jin logon ne zulm kiya hai unke hisse ka bhi waisa hi azaab tayyar hai jaisa inhi jaise logon ko unke hisse ka mil chuka hai, iske liye yeh log jaldi na machayein.

60. Aakhir ko tabahi hai kufr karne walon ke liye us roz jiska inhein khauf dilaya jaa raha hai.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments