📖 Surah 34 Saba Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي لَهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ وَلَهُ الْحَمْدُ فِي الْآخِرَةِ ۚ وَهُوَ الْحَكِيمُ الْخَبِيرُ

  2. يَعْلَمُ مَا يَلِجُ فِي الْأَرْضِ وَمَا يَخْرُجُ مِنْهَا وَمَا يَنْزِلُ مِنَ السَّمَاءِ وَمَا يَعْرُجُ فِيهَا ۚ وَهُوَ الرَّحِيمُ الْغَفُورُ

  3. وَقَالَ الَّذِينَ كَفَرُوا لَا تَأْتِينَا السَّاعَةُ ۖ قُلْ بَلَىٰ وَرَبِّي لَتَأْتِيَنَّكُمْ عَالِمِ الْغَيْبِ ۖ لَا يَعْزُبُ عَنْهُ مِثْقَالُ ذَرَّةٍ فِي السَّمَاوَاتِ وَلَا فِي الْأَرْضِ وَلَا أَصْغَرُ مِنْ ذَٰلِكَ وَلَا أَكْبَرُ إِلَّا فِي كِتَابٍ مُبِينٍ

  4. لِيَجْزِيَ الَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ ۚ أُولَٰئِكَ لَهُمْ مَغْفِرَةٌ وَرِزْقٌ كَرِيمٌ

  5. وَالَّذِينَ سَعَوْا فِي آيَاتِنَا مُعَاجِزِينَ أُولَٰئِكَ لَهُمْ عَذَابٌ مِنْ رِجْزٍ أَلِيمٌ

  6. وَيَرَى الَّذِينَ أُوتُوا الْعِلْمَ الَّذِي أُنْزِلَ إِلَيْكَ مِنْ رَبِّكَ هُوَ الْحَقَّ وَيَهْدِي إِلَىٰ صِرَاطِ الْعَزِيزِ الْحَمِيدِ

  7. وَقَالَ الَّذِينَ كَفَرُوا هَلْ نَدُلُّكُمْ عَلَىٰ رَجُلٍ يُنَبِّئُكُمْ إِذَا مُزِّقْتُمْ كُلَّ مُمَزَّقٍ إِنَّكُمْ لَفِي خَلْقٍ جَدِيدٍ

  8. أَفْتَرَىٰ عَلَى اللَّهِ كَذِبًا أَمْ بِهِ جِنَّةٌ ۗ بَلِ الَّذِينَ لَا يُؤْمِنُونَ بِالْآخِرَةِ فِي الْعَذَابِ وَالضَّلَالِ الْبَعِيدِ

  9. أَفَلَمْ يَرَوْا إِلَىٰ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ مِنَ السَّمَاءِ وَالْأَرْضِ ۚ إِنْ نَشَأْ نَخْسِفْ بِهِمُ الْأَرْضَ أَوْ نُسْقِطْ عَلَيْهِمْ كِسَفًا مِنَ السَّمَاءِ ۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَآيَةً لِكُلِّ عَبْدٍ مُنِيبٍ

  10. وَلَقَدْ آتَيْنَا دَاوُودَ مِنَّا فَضْلًا ۖ يَا جِبَالُ أَوِّبِي مَعَهُ وَالطَّيْرَ ۖ وَأَلَنَّا لَهُ الْحَدِيدَ

  11. أَنِ اعْمَلْ سَابِغَاتٍ وَقَدِّرْ فِي السَّرْدِ ۖ وَاعْمَلُوا صَالِحًا ۖ إِنِّي بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ

  12. وَلِسُلَيْمَانَ الرِّيحَ غُدُوُّهَا شَهْرٌ وَرَوَاحُهَا شَهْرٌ ۖ وَأَسَلْنَا لَهُ عَيْنَ الْقِطْرِ ۖ وَمِنَ الْجِنِّ مَنْ يَعْمَلُ بَيْنَ يَدَيْهِ بِإِذْنِ رَبِّهِ ۖ وَمَنْ يَزِغْ مِنْهُمْ عَنْ أَمْرِنَا نُذِقْهُ مِنْ عَذَابِ السَّعِيرِ

  13. يَعْمَلُونَ لَهُ مَا يَشَاءُ مِنْ مَحَارِيبَ وَتَمَاثِيلَ وَجِفَانٍ كَالْجَوَابِ وَقُدُورٍ رَاسِيَاتٍ ۚ اعْمَلُوا آلَ دَاوُودَ شُكْرًا ۚ وَقَلِيلٌ مِنْ عِبَادِيَ الشَّكُورُ

  14. فَلَمَّا قَضَيْنَا عَلَيْهِ الْمَوْتَ مَا دَلَّهُمْ عَلَىٰ مَوْتِهِ إِلَّا دَابَّةُ الْأَرْضِ تَأْكُلُ مِنْسَأَتَهُ ۖ فَلَمَّا خَرَّ تَبَيَّنَتِ الْجِنُّ أَنْ لَوْ كَانُوا يَعْلَمُونَ الْغَيْبَ مَا لَبِثُوا فِي الْعَذَابِ الْمُهِينِ

  15. لَقَدْ كَانَ لِسَبَإٍ فِي مَسْكَنِهِمْ آيَةٌ ۖ جَنَّتَانِ عَنْ يَمِينٍ وَشِمَالٍ ۖ كُلُوا مِنْ رِزْقِ رَبِّكُمْ وَاشْكُرُوا لَهُ ۚ بَلْدَةٌ طَيِّبَةٌ وَرَبٌّ غَفُورٌ

  16. فَأَعْرَضُوا فَأَرْسَلْنَا عَلَيْهِمْ سَيْلَ الْعَرِمِ وَبَدَّلْنَاهُمْ بِجَنَّتَيْهِمْ جَنَّتَيْنِ ذَوَاتَيْ أُكُلٍ خَمْطٍ وَأَثْلٍ وَشَيْءٍ مِنْ سِدْرٍ قَلِيلٍ

  17. ذَٰلِكَ جَزَيْنَاهُمْ بِمَا كَفَرُوا ۖ وَهَلْ نُجَازِي إِلَّا الْكَفُورَ

  18. وَجَعَلْنَا بَيْنَهُمْ وَبَيْنَ الْقُرَى الَّتِي بَارَكْنَا فِيهَا قُرًى ظَاهِرَةً وَقَدَّرْنَا فِيهَا السَّيْرَ ۖ سِيرُوا فِيهَا لَيَالِيَ وَأَيَّامًا آمِنِينَ

  19. فَقَالُوا رَبَّنَا بَاعِدْ بَيْنَ أَسْفَارِنَا وَظَلَمُوا أَنْفُسَهُمْ فَجَعَلْنَاهُمْ أَحَادِيثَ وَمَزَّقْنَاهُمْ كُلَّ مُمَزَّقٍ ۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَآيَاتٍ لِكُلِّ صَبَّارٍ شَكُورٍ

  20. وَلَقَدْ صَدَّقَ عَلَيْهِمْ إِبْلِيسُ ظَنَّهُ فَاتَّبَعُوهُ إِلَّا فَرِيقًا مِنَ الْمُؤْمِنِينَ

  21. وَمَا كَانَ لَهُ عَلَيْهِمْ مِنْ سُلْطَانٍ إِلَّا لِنَعْلَمَ مَنْ يُؤْمِنُ بِالْآخِرَةِ مِمَّنْ هُوَ مِنْهَا فِي شَكٍّ ۗ وَرَبُّكَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ حَفِيظٌ

  22. قُلِ ادْعُوا الَّذِينَ زَعَمْتُمْ مِنْ دُونِ اللَّهِ ۖ لَا يَمْلِكُونَ مِثْقَالَ ذَرَّةٍ فِي السَّمَاوَاتِ وَلَا فِي الْأَرْضِ وَمَا لَهُمْ فِيهِمَا مِنْ شِرْكٍ وَمَا لَهُ مِنْهُمْ مِنْ ظَهِيرٍ

  23. وَلَا تَنْفَعُ الشَّفَاعَةُ عِنْدَهُ إِلَّا لِمَنْ أَذِنَ لَهُ ۚ حَتَّىٰ إِذَا فُزِّعَ عَنْ قُلُوبِهِمْ قَالُوا مَاذَا قَالَ رَبُّكُمْ ۖ قَالُوا الْحَقَّ ۖ وَهُوَ الْعَلِيُّ الْكَبِيرُ

  24. قُلْ مَنْ يَرْزُقُكُمْ مِنَ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ ۖ قُلِ اللَّهُ ۖ وَإِنَّا أَوْ إِيَّاكُمْ لَعَلَىٰ هُدًى أَوْ فِي ضَلَالٍ مُبِينٍ

  25. قُلْ لَا تُسْأَلُونَ عَمَّا أَجْرَمْنَا وَلَا نُسْأَلُ عَمَّا تَعْمَلُونَ

  26. قُلْ يَجْمَعُ بَيْنَنَا رَبُّنَا ثُمَّ يَفْتَحُ بَيْنَنَا بِالْحَقِّ وَهُوَ الْفَتَّاحُ الْعَلِيمُ

  27. قُلْ أَرُونِيَ الَّذِينَ أَلْحَقْتُمْ بِهِ شُرَكَاءَ ۖ كَلَّا ۚ بَلْ هُوَ اللَّهُ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ

  28. وَمَا أَرْسَلْنَاكَ إِلَّا كَافَّةً لِلنَّاسِ بَشِيرًا وَنَذِيرًا وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ النَّاسِ لَا يَعْلَمُونَ

  29. وَيَقُولُونَ مَتَىٰ هَٰذَا الْوَعْدُ إِنْ كُنْتُمْ صَادِقِينَ

  30. قُلْ لَكُمْ مِيعَادُ يَوْمٍ لَا تَسْتَأْخِرُونَ عَنْهُ سَاعَةً وَلَا تَسْتَقْدِمُونَ

  31. وَقَالَ الَّذِينَ كَفَرُوا لَنْ نُؤْمِنَ بِهَٰذَا الْقُرْآنِ وَلَا بِالَّذِي بَيْنَ يَدَيْهِ ۗ وَلَوْ تَرَىٰ إِذِ الظَّالِمُونَ مَوْقُوفُونَ عِنْدَ رَبِّهِمْ يَرْجِعُ بَعْضُهُمْ إِلَىٰ بَعْضٍ الْقَوْلَ يَقُولُ الَّذِينَ اسْتُضْعِفُوا لِلَّذِينَ اسْتَكْبَرُوا لَوْلَا أَنْتُمْ لَكُنَّا مُؤْمِنِينَ

  32. قَالَ الَّذِينَ اسْتَكْبَرُوا لِلَّذِينَ اسْتُضْعِفُوا أَنَحْنُ صَدَدْنَاكُمْ عَنِ الْهُدَىٰ بَعْدَ إِذْ جَاءَكُمْ ۖ بَلْ كُنْتُمْ مُجْرِمِينَ

  33. وَقَالَ الَّذِينَ اسْتُضْعِفُوا لِلَّذِينَ اسْتَكْبَرُوا بَلْ مَكْرُ اللَّيْلِ وَالنَّهَارِ إِذْ تَأْمُرُونَنَا أَنْ نَكْفُرَ بِاللَّهِ وَنَجْعَلَ لَهُ أَنْدَادًا ۚ وَأَسَرُّوا النَّدَامَةَ لَمَّا رَأَوُا الْعَذَابَ وَجَعَلْنَا الْأَغْلَالَ فِي أَعْنَاقِ الَّذِينَ كَفَرُوا ۚ هَلْ يُجْزَوْنَ إِلَّا مَا كَانُوا يَعْمَلُونَ

  34. وَمَا أَرْسَلْنَا فِي قَرْيَةٍ مِنْ نَذِيرٍ إِلَّا قَالَ مُتْرَفُوهَا إِنَّا بِمَا أُرْسِلْتُمْ بِهِ كَافِرُونَ

  35. وَقَالُوا نَحْنُ أَكْثَرُ أَمْوَالًا وَأَوْلَادًا وَمَا نَحْنُ بِمُعَذَّبِينَ

  36. قُلْ إِنَّ رَبِّي يَبْسُطُ الرِّزْقَ لِمَنْ يَشَاءُ وَيَقْدِرُ وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ النَّاسِ لَا يَعْلَمُونَ

  37. وَمَا أَمْوَالُكُمْ وَلَا أَوْلَادُكُمْ بِالَّتِي تُقَرِّبُكُمْ عِنْدَنَا زُلْفَىٰ إِلَّا مَنْ آمَنَ وَعَمِلَ صَالِحًا فَأُولَٰئِكَ لَهُمْ جَزَاءُ الضِّعْفِ بِمَا عَمِلُوا وَهُمْ فِي الْغُرُفَاتِ آمِنُونَ

  38. وَالَّذِينَ يَسْعَوْنَ فِي آيَاتِنَا مُعَاجِزِينَ أُولَٰئِكَ فِي الْعَذَابِ مُحْضَرُونَ

  39. قُلْ إِنَّ رَبِّي يَبْسُطُ الرِّزْقَ لِمَنْ يَشَاءُ مِنْ عِبَادِهِ وَيَقْدِرُ لَهُ ۚ وَمَا أَنْفَقْتُمْ مِنْ شَيْءٍ فَهُوَ يُخْلِفُهُ ۖ وَهُوَ خَيْرُ الرَّازِقِينَ

  40. وَيَوْمَ يَحْشُرُهُمْ جَمِيعًا ثُمَّ يَقُولُ لِلْمَلَائِكَةِ أَهَٰؤُلَاءِ إِيَّاكُمْ كَانُوا يَعْبُدُونَ

  41. قَالُوا سُبْحَانَكَ أَنْتَ وَلِيُّنَا مِنْ دُونِهِمْ ۖ بَلْ كَانُوا يَعْبُدُونَ الْجِنَّ ۖ أَكْثَرُهُمْ بِهِمْ مُؤْمِنُونَ

  42. فَالْيَوْمَ لَا يَمْلِكُ بَعْضُكُمْ لِبَعْضٍ نَفْعًا وَلَا ضَرًّا وَنَقُولُ لِلَّذِينَ ظَلَمُوا ذُوقُوا عَذَابَ النَّارِ الَّتِي كُنْتُمْ بِهَا تُكَذِّبُونَ

  43. وَإِذَا تُتْلَىٰ عَلَيْهِمْ آيَاتُنَا بَيِّنَاتٍ قَالُوا مَا هَٰذَا إِلَّا رَجُلٌ يُرِيدُ أَنْ يَصُدَّكُمْ عَمَّا كَانَ يَعْبُدُ آبَاؤُكُمْ وَقَالُوا مَا هَٰذَا إِلَّا إِفْكٌ مُفْتَرًى ۚ وَقَالَ الَّذِينَ كَفَرُوا لِلْحَقِّ لَمَّا جَاءَهُمْ إِنْ هَٰذَا إِلَّا سِحْرٌ مُبِينٌ

  44. وَمَا آتَيْنَاهُمْ مِنْ كُتُبٍ يَدْرُسُونَهَا ۖ وَمَا أَرْسَلْنَا إِلَيْهِمْ قَبْلَكَ مِنْ نَذِيرٍ

  45. وَكَذَّبَ الَّذِينَ مِنْ قَبْلِهِمْ وَمَا بَلَغُوا مِعْشَارَ مَا آتَيْنَاهُمْ فَكَذَّبُوا رُسُلِي ۖ فَكَيْفَ كَانَ نَكِيرِ

  46. قُلْ إِنَّمَا أَعِظُكُمْ بِوَاحِدَةٍ ۖ أَنْ تَقُومُوا لِلَّهِ مَثْنَىٰ وَفُرَادَىٰ ثُمَّ تَتَفَكَّرُوا ۚ مَا بِصَاحِبِكُمْ مِنْ جِنَّةٍ ۚ إِنْ هُوَ إِلَّا نَذِيرٌ لَكُمْ بَيْنَ يَدَيْ عَذَابٍ شَدِيدٍ

  47. قُلْ مَا سَأَلْتُكُمْ مِنْ أَجْرٍ فَهُوَ لَكُمْ ۖ إِنْ أَجْرِيَ إِلَّا عَلَى اللَّهِ ۖ وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ شَهِيدٌ

  48. قُلْ إِنَّ رَبِّي يَقْذِفُ بِالْحَقِّ عَلَّامُ الْغُيُوبِ

  49. قُلْ جَاءَ الْحَقُّ وَمَا يُبْدِئُ الْبَاطِلُ وَمَا يُعِيدُ

  50. قُلْ إِنْ ضَلَلْتُ فَإِنَّمَا أَضِلُّ عَلَىٰ نَفْسِي ۖ وَإِنِ اهْتَدَيْتُ فَبِمَا يُوحِي إِلَيَّ رَبِّي ۚ إِنَّهُ سَمِيعٌ قَرِيبٌ

  51. وَلَوْ تَرَىٰ إِذْ فَزِعُوا فَلَا فَوْتَ وَأُخِذُوا مِنْ مَكَانٍ قَرِيبٍ

  52. وَقَالُوا آمَنَّا بِهِ وَأَنَّىٰ لَهُمُ التَّنَاوُشُ مِنْ مَكَانٍ بَعِيدٍ

  53. وَقَدْ كَفَرُوا بِهِ مِنْ قَبْلُ ۖ وَيَقْذِفُونَ بِالْغَيْبِ مِنْ مَكَانٍ بَعِيدٍ

  54. وَحِيلَ بَيْنَهُمْ وَبَيْنَ مَا يَشْتَهُونَ كَمَا فُعِلَ بِأَشْيَاعِهِمْ مِنْ قَبْلُ ۚ إِنَّهُمْ كَانُوا فِي شَكٍّ مُرِيبٍ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Alhamdu lillaahil lazee lahoo maa fis samaawaati wa maa fil ardi wa lahul hamdu fil aakhirah; wa Huwal Hakeemul Khabeer

  2. Ya'lamu maa yaliju fil ardi wa maa yakhruju minhaa wa maa yanzilu minas samaaa'i wa maa ya'ruju feehaa; wa Huwar Raheemul Ghafoor

  3. Wa qaalal lazeena kafaroo laa taateenas Saa'ah; qul balaa wa Rabbee lataatiyannakum 'Aalimul Ghaib; laa ya'zubu 'anhu misqaalu zarratin fis samaawaati wa laa fil ardi wa laaa asgharu min zaalika wa laaa akbaru illaa fee kitaabim mubeen

  4. Liyajziyal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaat; ulaaa'ika lahum maghfiratunw wa rizqun kareem

  5. Wallazeena sa'aw feee aayaatinaa mu'aajizeena ulaaa 'ika lahum 'azaabum mir rijzin aleem

  6. Wa yaral lazeena ootul 'ilmal lazeee unzila ilaika mir Rabbika huwal haqqa wa yahdeee ilaaa siraatil 'Azeezil Hameed

  7. Wa qaalal lazeena kafaroo hal nadullukum 'alaa rajuliny yunabbi 'ukum izaa muzziqtum kulla mumazzaqin innakum lafee khalqin jadeed

  8. Aftaraa 'alal laahi kaziban am bihee jinnah; balil lazeena laa yu'minoona bil Aakhirati fil'azaabi wad dalaalil ba'eed

  9. Afalam yaraw ilaa maa baina aydeehim wa maa khalfahum minas samaaa'i wal ard; in nashad nakhsif bihimul arda aw nusqit 'alaihim kisafam minas samaaa'; inna fee zaalika la Aayatal likulli 'abdim muneeb (section 1)

  10. Wa laqad aatainaa Daawooda minnaa fadlany yaa jibaalu awwibee ma'ahoo wattaira wa alannaa lahul hadeed

  11. Ani'mal saabighaatinw wa qaddir fis sardi wa'maloo saalihan innee bimaa ta'maloona Baseer

  12. Wa li-Sulaimaanar reeha ghuduwwuhaa shahrunw wa ra-waahuhaa shahrunw wa asalnaa lahoo 'ainal qitr; wa minal jinni mai ya'malu baina yadaihi bi izni Rabbih; wa mai yazigh minhum 'an amrinaa nuziqhu min 'azaabis sa'eer

  13. Ya'maloona lahoo ma yashaaa'u mim mahaareeba wa tamaaseela wa jifaanin kaljawaabi wa qudoorir raasiyaat; i'maloo aala Daawooda shukraa; wa qaleelum min 'ibaadiyash shakoor

  14. Falammaa qadainaa 'alaihil mawta ma dallahum 'alaa mawtiheee illaa daaabbatul ardi taakulu minsa atahoo falammaa kharra tabaiyanatil jinnu al law kaanoo ya'lamoonal ghaiba maa labisoo fil 'azaabil muheen

  15. Laqad kaana li Saba-in fee maskanihim Aayatun jannataani 'any yameeninw wa shimaalin kuloo mir rizqi Rabbikum washkuroolah; baldatun taiyibatunw wa Rabbun Ghafoor

  16. Fa a'radoo fa-arsalnaa 'alaihim Sailal 'Arimi wa baddalnaahum bijannataihim jannataini zawaatai ukulin khamtinw wa aslinw wa shai'im min sidrin qaleel

  17. Zaalika jazainaahum bimaa kafaroo wa hal nujaazeee illal kafoor

  18. Wa ja'alnaa bainahum wa bainal qural latee baaraknaa feehaa quran zaahiratanw wa qaddarnaa feehas sayr; seeroo feehaa la yaaliya wa aiyaaman aamineen

  19. Faqaaloo Rabbanaa baa'id baina asfaarinaa wa zalamooo anfusahum faja'alnaahum ahaadeesa wa mazzaq naahum kulla mumazzaq; inna fee zaalika la Aayaatil likulli sabbaarin shakoor

  20. Wa laqad saddaq 'alaihim Ibleesu zannahoo fattaba'oohu illaa fareeqam minal mu'mineen

  21. Wa maa kaana lahoo 'alaihim min sultaanin illaa lina'lama mai yu minu bil Aakhirati mimman huwa minhaa fee shakk; wa Rabbuka 'alaa kulli shai'in Hafeez (section 2)

  22. Qulid 'ul lazeena za'amtum min doonil laahi laa yamlikoona misqaala zarratin fissamaawaati wa laa fil ardi wa maa lahum feehimaa min shirkinw wa maa lahoo minhum min zaheer

  23. Wa laa tanfa'ush shafaa'atu 'indahooo illaa liman azina lah; hattaaa izaa fuzzi'a 'an quloobihim qaaloo maazaa qaala Rabbukum; qaalul haqq, wa Huwal 'Aliyul Kabeer

  24. Qul mai yarzuqukum minas samaawaati wal ardi qulil laahu wa innaaa aw iyyaakum la'alaa hudan aw fee dalaalim mubeen

  25. Qul laa tus'aloona 'ammaaa ajramnaa wa laa nus'alu 'ammaa ta'maloon

  26. Qul yajma'u bainanaa Rabbunaa summa yaftahu bainanaa bilhaqq; wa Huwal Fattaahul 'Aleem

  27. Qul arooniyal lazeena alhaqtum bihee shurakaaa'a kallaa; bal Huwal Laahul 'Azeezul Hakeem

  28. Wa maaa arsalnaaka illaa kaaffatal linnaasi basheeranw wa nazeeranw wa laakinna aksaran naasi laa ya'lamoon

  29. Wa yaqooloona mataa haazal wa'du in kuntum saadiqeen

  30. Qul lakum mee'aadu Yawmil laa tasta'khiroona 'anhu saa'atanw wa laa tastaqdimoon (section 3)

  31. Wa qaalal lazeena kafaroo lan nu'mina bihaazal Quraani wa laa billazee baina yadayh; wa law taraaa iziz zaalimoona mawqoofoona 'inda Rabbihim yarji'u ba'duhum ilaa ba'dinil qawla yaqoolul lazeenas tud'ifoo lillazeenas takbaroo law laaa antum lakunnaa mu'mineen

  32. Qaalal lazeenas takbaroo lillazeenas tud'ifooo anahnu sadadnaakum 'anil hudaa ba'da iz jaaa'akum bal kuntum mujrimeen

  33. Wa qaalal lazeenastud'ifoo lillazeenas takbaroo bal makrul laili wannahaari iz ta'muroonanaaaa an nakfura billaahi wa naj'ala lahooo andaadaa; wa asarrun nadaamata lammaa ra awul 'azaab; wa ja'alnal aghlaala feee a'naaqil lazeena kafaroo; hal yujzawna illaa maa kaanoo ya'maloon

  34. Wa maaa arsalnaa' fee qaryatin min nazeerin illaa qaala mutrafoohaa innaa bimaaa ursiltum bihee kaafiroon

  35. Wa qaaloo nahnu aksaru amwaalanw wa awlaadanw wa maa nahnu bimu 'azzabeen

  36. Qul inna Rabbee yabsutur rizqa limai yashaaa'u wa yaqdiru wa laakinna aksaran naasi laa ya'lamoon (section 4)

  37. Wa maaa amwaalukum wa laaa awlaadukum billatee tuqarribukum 'indanaa zulfaaa illaa man aamana wa 'amila saalihan fa ulaaa'ika lahum jazaaa'ud di'fi bimaa 'amiloo wa hum fil ghurufaati aaminoon

  38. Wallazeena yas'awna feee Aayaatinaa mu'aajizeena ulaaa'ika fil'azaabi muhdaroon

  39. Qul inna Rabbee yabsutur rizqa limai yashaaa'u min 'ibaadihee wa yaqdiru lah; wa maaa anfaqtum min shai'in fahuwa yukhlifuhoo wa Huwa khairur raaziqeen

  40. Wa yawma yahshuruhum jamee'an summa yaqoolu lilmalaaa'ikati a-haaa'ulaaa'i iyyaakum kaanoo ya'budoon

  41. Qaaloo Subhaanaka Anta waliyyunaa min doonihim bal kaanoo ya'budoonal jinna aksaruhum bihim mu'minoon

  42. Fal Yawma laa yamliku ba'dukum liba'din naf'anw wa laa darraa; wa naqoolu lil lazeena zalamoo zooqoo 'azaaban Naaril latee kuntum bihaa tukazziboon

  43. Wa izaa tutlaa 'alaihim Aayaatunaa baiyinaatin qaaloo maa haazaa illaa rajuluny yureedu ai-yasuddakum 'ammaa kaana ya'budu aabaaa'ukum wa qaaloo maa haazaaa illaaa ifkum muftaraa; wa qaalal lazeena kafaroo lilhaqqi lammaa jaaa'ahum in haazaaa illaa sihrum mubeen

  44. Wa maaa aatainaahum min Kutubiny yadrusoonahaa wa maaa arsalnaaa ilaihim qablaka min nazeer

  45. Wa kazzabal lazeena min qablihim wa maa balaghoo mi'shaara maaa aatainaahum fakazzaboo Rusulee; fakaifa kaana nakeer (section 5)

  46. Qul innamaaa a'izukum biwaahidatin an taqoomoo lillaahi masnaa wa furaadaa summa tatafakkaroo; maa bisaahibikum min jinnah; in huwa illaa nazeerul lakum baina yadai 'azaabin shadeed

  47. Qul maa sa-altukum min ajrin fahuwa lakum in ajriya illaa 'alal laahi wa Huwa 'alaa kulli shai'in Shaheed

  48. Qul inna Rabbee yaqzifu bilhaqq 'Allaamul Ghuyoob

  49. Qul jaaa'al haqqu wa maa yubdi'ul baatilu wa maa yu'eed

  50. Qul in dalaltu fainnamaaa adillu 'alaa nafsee wa inih-tadaitu fabimaa yoohee ilaiya Rabbee; innahoo Samee'un Qareeb

  51. Wa law taraaa iz fazi'oo falaa fawta wa ukhizoo min makaanin qareeb

  52. Wa qaaloo aamannaa bihee wa annaa lahumut tanaawushu min makaanin ba'eed

  53. Wa qad kafaroo bihee min qablu wa yaqzifoona bilghaibi min makaanin ba'eed

  54. Wa heela bainahum wa baina maa yashtahoona kamaa fu'ila bi-ashyaa'ihim min qabl; innahum kaanoo fee shakkin mureeb (section 6)

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Hamd us khuda ke liye hai jo aasmaano aur zameen ki har cheez ka maalik hai aur aakhirat mein bhi usi ke liye hamd hai. Woh dana (hikmat wala) aur bakhabar hai.

2. Jo kuch zameen mein jata aur jo kuch us se nikalta hai aur jo kuch aasmaan se utarta hai aur jo kuch usmein chadhta hai, har cheez ko woh jaanta hai.Woh raheem aur gafoor hai.

3. Mukireen kehte hain ke kya baat hai ke qayamat humpar nahin aa rahi hai.Kaho! qasam hai mere aalim-ul-gaib parwardigar ki, woh tumpar aa kar rahegi. Ussey zarra barabar (atoms weight/smallest particle) koi cheez na aasmaano mein chupi hui hai na zameen mein na zarre se badi aur na us se choti, sab kuch ek numaya daftar mein darj hai.

4. Aur yeh qayamat is liye aayegi ke jaza de Allah un logon ko jo iman laye hain aur neik amal karte rahe hain. Unke liye magfirat hai aur rizq-e-kareem.

5. Aur jin logon ne hamari aayaat ko nicha dikhane ke liye zoar lagaya hai, unke liye badhtareen qisam ka dardnaak azaab hai.

6. (Aey Nabi), ilm rakhne wale khoob jaante hain ke jo kuch tumhare Rubb ki taraf se tumpar naazil kiya gaya hai woh sarasar haqq hai aur khuda-e-azeez o hameed ka raasta dikhata hai.

7. Munkireen logon se kehte hain “hum batayein tumhein aisa shaks jo khabar deta hai ke jab tumhare jism ka zarra zarra muntashir (bikhara) ho chuka hoga us waqt tum naye sirey se paida kardiye jaaoge?

8. Na maloom yeh shaks Allah ke naam se jhoot ghadta hai ya isey junoon (deewana pan) lahiq hai.” Nahin, balke jo log aakhirat ko nahin maante woh azaab mein mubtala hone wale hain aur wahi buri tarah behke huey hain.

9. Kya inhon ne kabhi us aasmaan o zameen ko nahin dekha jo inhein aage aur pichey se gheray huey hai? Hum chahein to inhein zameen mein dhansa dein, ya aasmaan ke kuch tukde inpar gira dein. Dar haqeeqat is mein ek naishani hai har us banday ke liye jo khuda ki taraf rujoo karne wala ho.

10. Humne Dawood ko apne haan se bada fazl ata kiya tha.(Humne hukm diya ke) aey pahadon (mountains), iske saath hum ahangi karo (unke saath tasbeeh karo) (aur yahi hukm humne) parindon ko diya. Humne lohay (Iron) ko uske liye narm kardiya.

11. Is hidayat ke saath ke zirein (full coats of mail) bana aur unke halqe theek andaze par rakh. (Aey aale Dawood) neik amal karo. Jo kuch tum karte ho usko main dekh raha hoon.

12. Aur Sulaiman ke liye humne hawa ko musakkhar kardiya, subah ke waqt uska chalna ek mahine ki raah tak aur shaam ke waqt uska chalna ek mahine ki raah tak. Humne uske liye pigley huey tambey(molten brass) ka chashma (spring) baha diya aur aise Jinn uske taabe kardiye jo apne Rubb ke hukm se uske aage kaam karte thay. Unmein se jo hamare hukm se sartabi (deviate /swerved) karta usko hum bhadakti hui aag ka maza chakhate.

13. Woh uske liye banate thay jo kuch woh chahta, unchi imaratein, tasvirein, badey badey hauz jaise lagan (bowls like reservoirs) aur apni jagah se na hatne wali bhaari degein. Aey aale Dawood, amal karo shukar ke tareeqe par. Mere bandon mein kam hi shukar-guzar hain.

14. Phir jab Sulaiman par humne maut ka faisla naafiz kiya to Jinno ko uski maut ka pata dene wali koi cheez us ghun (worm) ke siwa na thi jo uske asa (staff) ko kha raha tha. Is tarah jab Sualiman gir pada to Jinno par yeh baat khul gayi ke agar woh gaib ke janne wale hote to is zillat ke azaab mein mubtala na rehte.

15. Saba (Sheba) ke liye unke apne maskan (home-land) hi mein ek nishani maujood thi, do baagh dayein(right) aur bayein(left). Khao apne Rubb ka diya hua rizq aur shukar baja lao uska, Mulk hai umda o pakeeza aur parwardigar hai bakshish farmane wala.

16. Magar woh mooh moad gaye. Aakhir e kaar humne unpar bandh (dam) toad sailaab (flood) bhej diya aur unke pichle do baaghon (gardens) ke jagah do aur baagh unhein diye jinmein kadwe (bitter) kasaile (tamarisk) phal aur jhaao ke darakht thay aur kuch thodi si beriyan (lote trees).

17. Yeh tha unke kufr ka badla jo humne unko diya. Aur nashukre Insan ke siwa aisa badla hum aur kisi ko nahin dete.

18. Aur humne unke aur un bastiyon ke darmiyaan, jinko humne barakat ata ki thi, numayan bastiyan basa di thin, aur unmein safar ki musaftein ek andaze par rakh di thin.Chalo phiro in raaston mein raat din pooray aman ke saath.

19. Magar unhon ne kaha “Aey hamare Rubb, hamare safar ki musafatein lambi karde.” Unhon ne apne upar aap zulm kiya, aakhir e kaar humne unhein afsana bana kar rakh diya aur unhein bilkul tittar bittar kar daala. Yaqeenan is mein nishaniyan hain har us shaks ke liye jo bada saabir(steadfast) o shakir (thankful) ho.

20. Unke maamle mein Iblis ne apna gumaan saheeh paya aur unhon ne usi ki pairwi ki, bajuz ek thode se giroh ke jo momin tha.

21. Iblis ko unpar koi iqtedar (authority) haasil na tha magar jo kuch hua woh is liye hua ke hum yeh dekhna chahte thay ke kaun aakhirat ka maanne wala hai aur kaun uski taraf se shakk mein pada hua hai. Tera Rubb har cheez par nigraan (watchful) hai.

22. (Aey Nabi, in mushrikeen se) kaho ke pukar dekho apne un maboodon ko jinhein tum Allah ke siwa apna mabood samajhey baithe ho. Woh na aasmaano mein kisi zarra barabar cheez ke maalik hain na zameen mein. Woh aasmaan o zameen ki milkiyat mein shareek bhi nahin hain.Unmein se koi Allah ka madadgaar bhi nahin hai.

23. Aur Allah ke huzur koi shafaa-at bhi kisi ke liye nafeh (faida-mand) nahin ho sakti bajuz us shaks ke jiske liye Allah ne sifarish ki ijazat di ho. Hatta ke jab logon ke dilon se ghabrahat door hogi to woh (sifarish karne walon se) puchenge ke tumhare Rubb ne kya jawab diya, woh kahenge ke theek jawab mila hai aur woh buzurg o bartar hai.

24. (Aey Nabi) inse pucho, “kaun tumko aasmaano aur zameen se rizq deta hai?” kaho “Allah. Ab la muhala (inevitably) hum mein aur tum mein se koi ek hi hidayat par hai ya khuli gumraahi mein pada hua hai.”

25. Inse kaho, “jo kasoor humne kiya ho uski koi baaz-purs tumse na hogi, aur jo kuch tum kar rahe ho uski koi jawab talabi humse nahin ki jayegi.”

26. Kaho “hamara Rubb humko jamaa karega, phir hamare darmiyan theek theek faisla kardega. Woh aisa zabardast haakim (Great Judge) hai jo sab kuch jaanta hai.”

27. Inse kaho, “zara mujhe dekhao to saheeh woh kaun hastiyan hain jinhein tumne uske saath shareek laga rakkha hai.” Hargiz nahin, zabardast aur dana to bas woh Allah hi hai.

28. Aur (Aey Nabi) humne tumko tamaam hi Insano ke liye basheer (khush kabhri dene wala) o nazeer (darr sunane wala) bana kar bheja hai, magar aksar log jaante nahin hain.

29. Yeh log tumse kehte hain ke woh (qayamat ka) waada kab poora hoga agar tum sacche ho?

30. Kaho tumhare liye ek aise din ki miyad muqarrar hai jiske aane mein na ek ghadi bhar ki taakhir (delay) tum kar sakte ho aur na ek ghadi bhar pehle isey laa sakte ho.

31. Yeh kafir kehte hain ke “hum hargiz is Quran ko na maanenge aur na is se pehle aayi hui kisi kitaab ko tasleem karenge”. Kaash tum dekho inka haal us waqt jab yeh zalim apne Rubb ke huzur khaday honge us waqt yeh ek dusre par ilzam dharenge. Jo log duniya mein daba kar rakkhe gaye thay woh badey banney walon se kahenge ke “agar tum na hotay to hum momin hotay.”

32. Woh badey banney wale in dabay huey logon ko jawab denge “kya humne tumhein us hidayat se roka tha jo tumhare paas aayi thi? Nahin, balke tum khud mujrim thay.”

33. Woh dabay huey log un badey banne walon se kahenge, ‘Nahin, balke shab-o-roz ki makkari thi jab tum humse kehte thay ke hum Allah se kufr karein aur dusron ko uska humsar thehrayein.” Aakhir e kaar jab yeh log azaab dekhenge to apne dilon mein pachtayenge aur hum in munkireen ke galon mein tauq (bedi/fetters) daal denge. Kya logon ko iske siwa aur koi badla diya jaa sakta hai ke jaise aamal unke thay waisi hi jaza woh payein?

34. Kabhi aisa nahin hua ke humne kisi basti mein ek khabardaar karne wala bheja ho aur us basti ke khatey peetay logon ne yeh na kaha ho ke jo paigam tum lekar aaye ho usko hum nahin maante.

35. Unhon ne hamesha yahi kaha ke hum tumse zyada maal aulad rakhte hain aur hum hargiz saza paaney wale nahin hain.

36. (Aye Nabi), Inse kaho mera Rubb jise chahta hai kushada (abundant) rizq deta hai aur jise chahta hai napa tula ata karta hai, magar aksar log iski haqeeqat nahin jaante.

37. Yeh tumahri daulat aur tumhari aulad nahin hai jo tumhein humse kareeb karti ho. Haan magar jo iman laye aur neik amal kare, yahi log hain jinke liye unke amal ki dohri (double) jaza hai, aur woh buland-o-baala imaraton mein itminaan se rahenge.

38. Rahe woh log jo hamari aayaat ko nicha dikhane ke liye daud-dhoop karte hain, to woh azaab mein mubtala honge.

39. (Aey Nabi), Inse kaho, “mera Rubb apne bandon mein se jise chahta hai khula rizq deta hai aur jise chahta hai napa tula deta hai. Jo kuch tum kharch kardete ho uski jagah whai tumko aur deta hai. Woh sab raziqon(providers) se behtar raziq(provider) hai.

40. Aur jis din woh tamaam Insano ko jamaa karega phir Farishton se poochega “kya yeh log tumhari hi ibaadat kiya karte thay?”

41. To woh jawab denge ke “paak hai aap ki zaat, hamara taaluq to aapse hai na ke in logon se. Dar-asal yeh hamari nahin balke Jinno ki ibaadat karte thay, in mein se aksar unhi par iman laye huey thay”.

42. (Us waqt hum kahenge ke) aaj tum mein se koi na kisi ko faida pahuncha sakta hai na nuksan. Aur zalimon se hum kehdenge ke ab chakkho us azaab e jahannum ka maza jise tum jhutlaya karte thay.

43. In logon ko jab hamari saaf saaf aayaat sunayi jaati hain to yeh kahte hain ke “yeh shaks to bas yeh chahta hai ke tumko un maboodon se bargashta (turn away) karde jinki ibaadat tumhare baap dada karte aaye hain.” aur kehte hain ke “yeh (Quran) mehaz ek jhoot hai ghada hua.” In kafiron ke saamne jab haqq aaya to unhon ne kehdiya ke “ yeh to sareeh jaadu hai”

44. Halaanke na humne in logon ko pehle koi kitaab di thi ke yeh usey padhte hon, aur na tumse pehle inki taraf koi mutanabbeh karne wala bheja tha.

45. Inse pehle guzre huey log jhutla chuke hain. Jo kuch humne unhein diya tha uske usrey-asheer (even a tenth/ daswe hissey) ko bhi yeh nahin pahunche hain. Magar jab unhon ne mere Rasoolon ko jhutlaya to dekhlo ke meri saza kaisi sakht thi.

46. (Aey Nabi), Inse kaho “main tumhein bas ek baat ki naseehat karta hoon, khuda ke liye tum akele akele aur do do mil kar apna dimaag ladaoo aur socho, tumhare saahib[companion(Muhammad)] mein aakhir aisi kaunsi baat hai jo junoon(madness) ki ho? Woh to ek sakht azaab ki aamad (aaney) se pehle tumko mutanabbeh karne wala hai”

47. Inse kaho “agar maine tumse koi ajar maanga hai to woh tum hi ko mubarak rahe. Mera ajar to Allah ke zimme hai aur woh har cheez par gawah hai.”

48. Inse kaho “mera Rubb (mujhpar) haqq ka ilqa (inspiration/hurls down) karta hai aur woh tamaam posheeda(chupi hui) haqeeqaton ko jaane wala hai”

49. Kaho, “haqq aa gaya aur ab baatil ke kiye kuch nahin ho sakta”

50. Kaho, “Agar main gumraah ho gaya hoon to meri gumraahi ka wabal mujhpar hai, aur agar main hidayat par hoon to us wahee (revelation) ki bina par hoon jo mera Rubb mere upar naazil karta hai.Woh sabkuch sunta hai aur qareeb hi hai.”

51. Kaash tum dekho inhein us waqt jab yeh log ghabraye phir rahe honge aur kahin bach kar na jaa sakengey, balke qareeb hi se pakad liye jayenge.

52. Us waqt yeh kahenge ke hum uspar iman le aaye, halanke ab dur nikli hui cheez kahan haath aa sakti hai.

53. Isse pehle yeh kufr kar chuke thay aur bila tehqeeq dur dur ki kodiyan (conjectures) laya karte thay.

54. Us waqt jis cheez ki yeh tamanna kar rahe honge us se mehroom kardiye jayenge jis tarh inke pesh-ro hum mashrab (likes of them before) mehroom ho chuke honge. Yeh badey gumraah-kun shakk mein paday huey thay.

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments