📖 Surah 113 Al-Falaq Roman
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ الْفَلَقِ
- مِنْ شَرِّ مَا خَلَقَ
- وَمِنْ شَرِّ غَاسِقٍ إِذَا وَقَبَ
- وَمِنْ شَرِّ النَّفَّاثَاتِ فِي الْعُقَدِ
- وَمِنْ شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Qul a'oozu bi rabbil-falaq
- Min sharri maa khalaq
- Wa min sharri ghaasiqin izaa waqab
- Wa min sharrin-naffaa-saati fil 'uqad
- Wa min sharri haasidin izaa hasad
Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
1. Kaho main panaah maangta hoon subah ke Rubb ki.2. Har us cheez ke sharr se jo usne paida ki hai.
3. Aur raat ki tareeki ke sharr se jab ke woh chaa jaaye
4. Aur girhon mein phoonkne walon (ya waliyon) ke sharr se..
5. Aur Hasid (envies) ke sharr se jab ke woh hasad (envy) kare.
Comments
Post a Comment