📖 Surah 111 Al-Masad Roman

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

  1. تَبَّتْ يَدَا أَبِي لَهَبٍ وَتَبَّ

  2. مَا أَغْنَىٰ عَنْهُ مَالُهُ وَمَا كَسَبَ

  3. سَيَصْلَىٰ نَارًا ذَاتَ لَهَبٍ

  4. وَامْرَأَتُهُ حَمَّالَةَ الْحَطَبِ

  5. فِي جِيدِهَا حَبْلٌ مِنْ مَسَدٍ

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

  1. Tabbat yadaa abee Lahabinw-wa tabb

  2. Maa aghnaa 'anhu maaluhoo wa ma kasab

  3. Sa-yaslaa naaran zaata lahab

  4. Wamra-atuhoo hammaa latal-hatab

  5. Fee jeedihaa hablum mim-masad

Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.

1. Toot gaye Abu Lahab ke haath aur na-murad ho gaya woh.

2. Uska maal aur jo kuch usne kamaya woh uske kisi kaam na aaya.

3. Zaroor woh shola zan Aag mein dala jayega.

4. Aur (us ke saath) uski joru (wife) bhi, lagai bujhai karne wali,

5. Uski gardan mein moonj (palm-fibre) ki rassi hogi

1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ

2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ

3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ

Comments