- بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
- الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
- مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ
- إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ
- ٱهْدِنَا ٱلصِّرَٰطَ ٱلْمُسْتَقِيمَ
- صِرَاطَ الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ غَيْرِ الْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا الضَّالِّينَ
- Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Alhamdu lillaahi Rabbil 'aalameen
- Ar-Rahmaanir-Raheem
- Maaliki Yawmid-Deen
- Iyyaaka na'budu wa lyyaaka nasta'een
- Ihdinas-Siraatal-Mustaqeem
- Siraatal-lazeena an'amta 'alaihim ghayril-maghdoobi 'alaihim wa lad-daaalleen
- Allah ke naam se jo Rehman o Raheem hai.
- Tareef Allah hi ke liye hai jo tamaam qayinaat ka Rubb hai.
- Rehman aur Raheem hai.
- Roz e jaza ka maalik hai.
- Hum teri hi ibaadat karte hain aur tujh hi se madad maangte hain.
- Humein seedha raasta dikha.
- Un logon ka raasta jinpar tu ne inam farmaya, jo maatoob (incur your wrath) nahin huey, jo bhatke huey nahin hain.
1. Tilawah & Tarjuma by Alafasyؒ / Jalandhariؒ
2. Tafsir by Imam Ibn Kathirؒ
3. Tafsir Bayanul Quran by Dr. Israr Ahmedؒ
Comments
Post a Comment